Ek Rape victims ko bhi jeene ka Haq hai... Life me kabhi kabhi kuch esa hota hai jisse vo shakhs ya to tutker bikher jaata hai ya strong ban jaata hai... Esi ek girl ki Real life story Naam to tha uska Haseena Malik ek middle class family se Belong karti hai... unki life me kuch esa incident hua ki vo kuch year baad Lakhnow ki Number one Business women Ban gayi... Lekin use pyaar mohabbat Ishq se Nafrat Ho gayi... Aur dusri Aur ek Handsome Bachelor krish singh jise Hm ko pahli Nazar me dekhkar hi pyaar ho gaya... kyaa inka pyaar ho jayega mukkamal ya Bankar rah jayegi ek Adhuri Daastaan... suspense se bharpur... Thoda fun... jyada emotions... Had se jyada reality 💥💔
More details