13 parts Complete Kitne ajeeb hote haina hum insaan dekhi sunni batou pe yaqeen Kar bethte hain chahe phr woh pori tarah sahi sabit na ho
Esi hi ye ek kahani hai Amira ki kese woh ek azzab yani nafrat mai khud se juri qimti cheez kho bethi.
A story of realization, love, heartbreaks, struggle and bonding.
♡ᴊᴏɪɴ ᴛʜᴇ ʙʟɪssғᴜʟ sᴛᴏʀʏ ᴏғ ʟᴏᴠᴇ♡
𝚆𝚒𝚝𝚑
↦𝒁𝒂𝒚𝒅
↦𝑭𝒂𝒂𝒛
↦𝑨𝒎𝒊𝒓𝒂
↦𝒁𝒐𝒉𝒓𝒂
...
"Nahi zayd mai nhi bata sakti mai toot jaon gi zayd"
Woh roo ke bolne lagi uske chehre pe saaf saaf dar tha dar tha kyu ke usne woh Sab dekha tha
...
" mohabbat ke hatho phr se dhoka khane wali thi tu Amira kitni bewakof hai tu kese un logo ki mohabbat pe yaqeen kr bethi jo khelte hi khoon se hain "
..
"Amira meri baat tou sunno"
Woh kehta reh gaya lekin woh ja chuki thi.
kho betha tha ye Apni Amira ko, is dard e dil ke sth samandar ke kinare bethe woh khoob roya.
...
"badal diya hai tumne khud ko"
"badalna zindagi ka dastur hai Ami Khair mai ab chalta hun sham mai milte hain"
Itna kehta woh waha se ja chuka tha
...
"ap se Matlab"
Usne usko ankhe dikhaye kaha
"sare matlb mujh se hain ab bolo"
Woh bhi uski ankho mai dekhe bola
...
"kya kar rhe thy tum Faaz"
"Apna ghr basane laga tha socha apki daal tou fihaal galne se rahi isliye apni gala lun"
"Sharam nahi aati na tumhe"
Zayd ne uski taraf pen phekte kaha
"yarw bhai kya mai acha lagun ga sharam ka khel khelte huwe"
Zayd ka pheka huwa pen caught krte usne jawab diya
...