Story cover for Aarz e Mazloomat || Urdu version of "A Voice For The Voiceless"|| by yourmydaffodil
Aarz e Mazloomat || Urdu version of "A Voice For The Voiceless"||
  • WpView
    Reads 367
  • WpVote
    Votes 27
  • WpPart
    Parts 4
  • WpHistory
    Time 8m
  • WpView
    Reads 367
  • WpVote
    Votes 27
  • WpPart
    Parts 4
  • WpHistory
    Time 8m
Ongoing, First published Jan 19
Mature
Kabhi socha? Woh shakhs jise aap ne kabhi nahi socha tha ke apni zindagi ka raasta dhoondhe ga? Aap ne bilkul sahi socha, yahan aap ke khayalat sach ho rahe hain. Kim Taehyung, ek aisa shakhs jo gunaahon mein dooba hua tha, apni zindagi ka maqsad aur mainay daryaft karta hai. Be-Zuban logon ke liye apni awaaz uthayi, kya uske dil ki sur takraar hamesha ke liye chup ho jayegi ya woh bas ek aur guzar jane wali sur ban kar reh jayega, jo duniya ke shor mein kho jayegi?

"Sirf waqt hi yeh batayega ke meri awaaz suni jayegi, ya phir khaala mein kho jayegi."
"Kya main unhein phir se ek chamakte sitare ki tarah roshan kar paunga, ya phir main khud ek chhoti si chamak ban kar dhundhla ho jaunga?"
"Kya main zulm par qabu paa sakta hoon, ya woh mere awaaz ko hamesha ke liye daba denge?"
"Kya mera dil shohrat ke toofan ka samna kar sakega, ya main ek naazuk sur ki tarah tut jaunga?"

Yeh jaan ne ke liye ke ek aise duniya mein jahan khamoshi sony ki tarah hai, ek awaaz ne kaise khamoshi ko torne ki himmat ki, 
Kya hota hai jab shohrat ka chehra ek aisi rooh ko chhupa leta hai jo shak aur darr se pareshan ho?

Jahan aap ek rooh ke raaz ko samajh sakte hain jo apne maqsad aur manay ki talash mein hai, jahan duniya ka shor dheere dheere mit jata hai aur halki si pukaar sachai ko bayan karti hai.

Yeh jaanne ke liye ke kya woh apne shak pr qaboo kar paayega?
Taehyung ke saath ek safar par chalein jahan woh pehchaan, imaan aur mohabbat ke rishon ko daryaft karta hai,
Taehyung ke saath ek safar par chalein, Seoul se Falasteen tak.
All Rights Reserved
Sign up to add Aarz e Mazloomat || Urdu version of "A Voice For The Voiceless"|| to your library and receive updates
or
Content Guidelines
You may also like
Agar Tum Saath Ho ✔ by Atiwak
68 parts Complete
"Hey Murlidhar kaisi teri maya hai, chor hume chor kah raha" "dekho hum chor nhi hai aur tum idhar kya kar rahi ho..?" "hum sach kah rahe hai hume yeh vivah ke prapanch mein padna hi nhi hai isliye aap mana kar dijiye aur kah dijiye ki hum aapko pasand nhi hai..." "par hum nhi kah sakte kyunki hum bhi aapki tarah fas gye hai..." "dekhiye kamara hamara hai isliye hum sofe par soyenge..." "bade aaye kamare wale..huh..!" "Dekhiye..!" "Aap dekhiye kyunki aap shayad bhul rahe hai ki ab woh hamara room bhi ho jayega isliye hum aapko order dete hai aap bed par soyenge..." "hum kya kar rahe the ki kyu na hum dono ek sath bed share kar lenge...!" "dekhiye devi ji humne aapko pehle hi bola hai ki is rishte mein dosti se badh kar kuch nhi ho sakta isliye aap baki ke khyal apne dimag se nikal de toh behatar hoga..." "Anubhav aap papa banane wale hai..." "kya...?" "aapko bhi vishwas nhi hua na hume bhi nhi hua tha par yeh sach hai...." "agar aapka sath raha toh hum har jung jeet lenge Anubhav bas aap hamesha hamare paas rehna" "hum hamesha aapke sath rahenge Haseena, hamesha...." "𝚑𝚊𝚛 𝚜𝚊𝚏𝚊𝚛 𝚔𝚑𝚞𝚋𝚜𝚞𝚛𝚊𝚝 𝚑𝚘𝚐𝚊 𝘼𝙜𝙖𝙧 𝙏𝙪𝙢 𝙎𝙖𝙖𝙩𝙝 𝙃𝙤" ~ AnuSeena This story is based on arranged marriage that how two strangers enter into a lifelong marriage relationship with each other and both reluctantly agree to keep the relationship, but time and circumstances make both of them to fall in love with each other The names Anubhav and Haseena are just taken from the show, the rest of this story and its characters are all fiction. @arcane999 ji itne behatreen cover ke liye aapka bahut bahut aabhar💜
From Shadows to Silk  by She_writes_21
64 parts Complete Mature
✯ 𝐃𝐞𝐬𝐢 𝐑𝐨𝐦𝐚𝐧𝐜𝐞 ✯ HIS AMORE - SECOND SERIES '𝐉𝐮𝐬𝐭 𝐭𝐰𝐨 𝐬𝐨𝐮𝐥𝐬 𝐟𝐢𝐧𝐝𝐢𝐧𝐠 𝐬𝐨𝐥𝐚𝐜𝐞 𝐢𝐧 𝐞𝐚𝐜𝐡 𝐨𝐭𝐡𝐞𝐫 𝐞𝐦𝐛𝐫𝐚𝐜𝐞' _________。⋆。 ゚☾ ゚。⋆ 。_________ "Hum apse shaddi nhi kar sakte hai Mr Rathore" "Kyu nhi kar sakti aap humse shaddi?" "Chaand mai jeete dhag hote hai usse kahi jyada dhaag mere upper hai Mr Rathore" "Toh phir aap yeh baat na bhoole meri jaan ki chaand ki sirif khoobsurati ko log yaad rakhte chahe phir kitte bhi dhaag ho uss par uski khoobsurati ke samne sab dhaag pheke pad jate hai" _______。⋆。 ゚☾ ゚。⋆ 。________ "Roop apke darje ki nhi hai Rana sa" "Aap bas itta dhyan mai rakhe ki hum apni amanat yaha chod ke ja rahe hai umeed karta hu ki aap hone wali Rani Sa ko koi bhi shikayat ka moka nhi denge" _______。⋆。 ゚☾ ゚。⋆ 。________ 'Jaan Aaj ke baad se in aankhon Maise khushi ke aansoo bhi nhi niklne chaiye kyuki apki ankhon mai Pani dekh kar humare dil mai dard hota hai' _______。⋆。 ゚☾ ゚。⋆ 。________ 𝐀𝐕𝐈𝐑𝐀𝐀𝐉 𝐒𝐈𝐍𝐆𝐇 𝐑𝐀𝐓𝐇𝐎𝐑𝐄 - 'After meeting her I realised that I also have a heart that beats also but only for my her' 𝐑𝐎𝐎𝐏 𝐌𝐀𝐋𝐇𝐎𝐓𝐑𝐀 - 'And in middle of my chaos there was he standing with his open arms while taking away all the pain that he never even gave'
Chupi Mohabbat (ON HOLD)  by happyfairy7
85 parts Ongoing Mature
"Chupi Mohabbat" teen jodon ki kahani hai, jismein har ek apni mohabbat mein alag mushkilein jhel raha hai. Pehli kahani mein ek aadmi hai jo sabse durr ho gaya hai lekin ek aurat se chupke mohabbat karta hai. Wo uska anjaan saya ban jata hai, usse phool aur khat bhejta hai magar apni shanakht chupata hai. Apni sachi mohabbat ke bawajood, wo apni pehchaan zaahir karne mein mushkilat mehsoos karta hai, iss tarah se wo uske pyaar ki gehrayi se be'khabar rehti hai. Issi dauran, ek dilchasp aur khoobsurat videshi uss ladki se pehli nazar me pyaar kar baithta hai jiski shaksiyat uss parchayi jaise aashiq se bilkul mukhtalif hai. Ye bahot hi khulle tareeqe se apne pyaar ka izhaar karta hai, lekin ye jaane baghair ke uss ladki ke dil mein kisi aur ki yaadein ab bhi basti hain jo uski pehli aur sacchi chupi mohabbat hai. Dusri kahani mein, ek rahem dil maalik apni shokh assistant se apne jazbat chhupata hai. Woh dusron se mazak aur flirt karna pasand karti hai lekin asal rishte se darti hai. Dono ke darmiyan mazboot rishta hone ke bawajood, wo apne aap se usse durr rakhti hai kyunki usse rishte banane se darr lagta hai. Wo usse beintehaa mohabbat karta hai aur ye baat sacchi hai jaante hue bhi wo usse durr bhaagti rehti hai. Teesri kahani ek naujawan dulhan ki hai jo apne shohar se unki shaadi se pehle se hi pyaar karti thi, magar uska shohar iss rishte ko bojh samajhta hai kyunki wo zabardasti shadi ke bandhan mein baandh diya gaya tha. Wo usse mohabbat karti hai lekin wo apne jazbaat se durr bhaagta hai. Jab wo uske office me internship ke liye aati hai, toh unke rishte ki pechidgiyan aur bhi samne aati hain, aur wo apni beintehaa mohabbat se iss faasle ko kam karne ki koshish karti hai. "Chupi Mohabbat" junoon, khwahishat, aur mohabbat ki mushkilein samjhati hai. Har joda apne darr aur raaz ka samna karta hai, aakhir mein ye faisla karte hue ke kya unka pyaar inn rukawaton ko paar karne ke liye kaafi hai ya inke gehre raaz inhein alag hi rakhenge.
𝕿𝖍𝖊 𝕭𝖆𝖍𝖚𝖘 𝕺𝖋 𝕽𝖆𝖙𝖍𝖔𝖗𝖊 by Rainbow_3066
44 parts Ongoing
Whispers of wafa Series- Book 1 "nhi nhi .......Ahhhhhhhhhhhhhhhh .........Love you can't leave me like this......please please look I am your Aruu.....please jaan look at me please"Aryan was screaming out of his lungs and try to wake her up but....... * * * "Ajj tumhari wajah sein meri zindagi nark baan chuki hain.....kyun aye tum meri Zindagi main.....mein aise hi khush thi"Then she left(Bcoz of you today my life becomes hell.....why did you come in my life......I was happy being like this)."Tumhe main Apna banakar hi rahunga"Said Aayan With smirk(I will make you mine). * * * "kyun Bhagwan ji kyun.....mujhe laga ki woh mujhse pyaar karta hain lekin........."(why god why .....i thought he love me but.....)She said while Joint her hands before Statue of lord Krishna."Tumhe main Dharti Pe hi nark ka swaad dilaunga"(i will make you taste the Hell in earth )Said Ahaan while sipping drink from glass and looking at a picture frame where a girl was chuckling. * * * "Tum jante hoon na ki main tumse kitna pyaar karta hoon per phir bhi yeh judaai kyun......kyun kyun kyun"(you know ryt that i love you then why this separation why......why why why)said Ayush while punching on the wall."Kyunki tumne mujhse mera sab kuch chhin liya hain Ayush Singh Rathore and I will not spare you"(bcoz you snach everything from me Ayush Singh Rathore and i will not leave you )She said. *************** *************** *************** ~Aryan×Roohanika. ~Aayan×Rahanika. ~Ahaan×Lavanya. ~Ayush×Aliena. CEO×LAWYER. CEO×SURGEON. LAWYER×PROFESSOR. BUSINESS MAN×P.A.
VEKH SOHNEYAA~~ by Authoress_neha
16 parts Ongoing
"Aankhein meri har jagah Dhoondhe tujhe bewajah Yeh main hoon ya Koi aur hai meri tarah Kaise hua kaise hua Tu itna zaroori kaise hua" Two bestfriends being each others soulmates from childhood. From 4 years old to 17 years old everything they did, they did together. Swastika Oberoi and Aisha Kapoor, the two bestfriends of introvert x extrovert friendship's example. They both are in 10th grade. One was Milky white while the other was dusky type. But what happens when suddenly this two were invited a lunch break with the popular group of school? Two brothers from another mother... Reyansh Raichand and Sashwat Malhotra. They both were the same person in two bodies. They were never the opposite poles still they attracted each other. The senior most boys of 12th grade have a heartthrob in every other girl in the school. Both were the Greek gods everyone in the school would worship. But what will happen when one day the two not so popular girls of 10th class were invited in lunch time by their very own friend of ? What will happen when 2 souls of Opposite poles meet with each other? What's the twist that will break everything apart? what's the ending of them... a happy one or a sad? Wait till the end to know it all..... ✨✨✨ "aap toh pehle ice cream pasand nahi karte the?" "tum bhi toh mujhe pasand nahi karti thi?" "Ab aap se pyar karti hu isliye" "And I would worship everything you would touch, like or even walk over" ✨✨✨ "Shaadi karni hai yes or no?" "obviously yes" "Toh aab bhagna parega" "kyaa!!!" "Toh kya meri shaadi ke yaad aya hai tumhe toh mai kya karu!!???" ✨✨✨ "Mujhe samhalna mushkil hai Sashwat" "Mushkil kaamo Mai mujhe zada interest rehta hai Jaaneman" "Badi badi baate aur Vada pao khate" "Tumhare sath toh sukhi roti bhi khalu" ✨✨✨ "Chalo inlogo ki bhi shaadi ho gayi" "Tum kaho toh abhi pandit ji ko bula ke hum log bhi karle?" "Din ba din besharam hote Jaa rahe ho" "Tumhare liye toh humesha tha"
You may also like
Slide 1 of 9
Iztiraar cover
KAISI TERI KHUDGARZI 💔💔 cover
DASTAAN E MOHABBAT ✨❤️‍🔥 cover
Agar Tum Saath Ho ✔ cover
From Shadows to Silk  cover
Tum sirf hamari ho 18+ cover
Chupi Mohabbat (ON HOLD)  cover
𝕿𝖍𝖊 𝕭𝖆𝖍𝖚𝖘 𝕺𝖋 𝕽𝖆𝖙𝖍𝖔𝖗𝖊 cover
VEKH SOHNEYAA~~ cover

Iztiraar

37 parts Complete

Zindagi ke safar me insan kab kisse takra jae pata nahi chalta Amyra Sikandar bhi nahi jaanti thi ke uska safar use kahan le jae ga... _______ "Thori der ke liye tumhe meri har baat per sar hilana ho ga jaisa main kahun ga tum sar hilayi jao" "No main kisi ki baat pe sar nahi hilati" "Agar yahan se nikal na hai to meri baat mano!" Uski sakhti per usne behes karna chahi magar kar na payi. _________ "Tumhe apni manzil pe pohonchna hai aur mujhe is sab jaan churwani hai aur maze ke baat yeh hai ke hum dono ke paas is drame ke ilawa koi option nahi" "Tum khiske hue ho ya waise hi bakwas kar rahe ho? NIKAH KA KEH RAHE HO TUM" Woh beyaqeeni se use dekhtu reh gayi aur woh bezaar sa wahan khara raha. __________