yeh koi kahani nhi yeh ek Haqeeqat hai ki un ladkiyon jisko ajh bhi udne nhi diya jaata dawa diya jaata hai har choti cheezon ke liye unki ichchayen maar di jaati hai aur ladkiyan itni pyaari aur itni masoom hoti hai ki Apne haar sapne ko woh jaalana shuru kr deti hai woh khud ke hi pankh kat deti hai taki woh uddan na bar paye taki kahin galti se bhi woh apno ko na kho de uddna kisko nhi hai ajh haar kisko apne sapne jeene hai apni marzi se rehna hai par kyu fir ladki hai keh kar usko chup kar dete hai chalo mana haar maa baap ek jaisa nhi hota par yeh line agar diyan se firse padho ki haan haar maa baap ek jaisa nhi hota aesi hi ek kahani hai ek middle class ladki ki jo udna chahti hai par usko udne nhi diya jaata jeena chahti hai lekin khul kar apni marzi se apni khud ko duniya banana chahti hai apne panko ko ek oonchi uddan dena chahti hai par kaise ladegi woh inn duniyaa walon aur khud ke ghar walon se kyuki uske liye aasan nhi yeh sab janna haina ??? toh shuru se shuru karungi kahani kyuki iski bhi shuruwat iske haaton mein nhi par uski kahani ka end uske haathon mein haiAll Rights Reserved
1 part