Wardi ke peeche chhupe jazbaat jab lafzon tak pahunchte hain, toh sach saamne aata hai-Haseena ka pyaar aur Karishma ka darr. Ek anath bachpan ne Karishma ko sikha diya hai ki koi rukta nahi... aur Haseena usse galat sabit karna chahti hai.
More details