Ek sheher mein jahan suraj bhi uske muskurahat se sharma jaye,
Wahan rehti hai ek ladki-Taehyungie-jo khud mein ek jashn hai.
Uski hansi rang bhar deti hai hawaon mein,
Aur uski aankhon mein chhupi hai ek narm si duniya
(In a city where even the sun would shy away from her smile,
Lives a girl-Taehyungie-who is a celebration in herself.
Her laughter fills the winds with colors,
And in her eyes lives a tender world)
Uske chhe bhai, ek ek sitara,
Uski hifazat ke leke kasmein, bante hain deewar pyaar ki.
Lekin phir aata hai ek anjaan raaz...
Ek muskaraata saaya... Jungkook.
(Her six brothers, each a shining star,
Sworn to protect her, forming walls of love.
But then arrives a mysterious secret...
A smiling shadow... Jungkook)
Na woh rajkumar hai, na farishta,
Magar uski aankhon mein chhupi hai aisi kahani,
Jo dil ko chhoo jaaye, saans mein ghul jaaye
(He is neither a prince, nor an angel,
Yet in his eyes lies a story,
That touches the heart and blends into every breath)
Jahan ek taraf hai flirty doston ka hungama,
Wahin doosri taraf hai bechain dilon ka aangan.
Ek pyaar jo aahista aahista dil se dil tak pahunchta hai,
Jahan hansi bhi hai, khauf bhi, mohabbat bhi... aur junoon bhi
(Where one side is filled with the chaos of flirty friends,
The other holds restless hearts.
A love that slowly travels from soul to soul,
Where laughter exists, fear lurks, love blooms... and obsession burns)
Yeh kahani hai un lamhon ki,
Jahan har muskaan ke peeche hai ek jazba,
Aur har nigah ke peeche hai ek bekraar sa raaz
(This is the story of moments,
Where behind every smile lies emotion,
And behind every glance... a restless secret)