Ek aadmi jo apne paapon se bhaag nahi pa saka...
Ek church jahan maafi nahi, सौदे होते hain...
Aur ek beti... jo apne baap ke andheron ka bojh uthaye ICU ke bed par zindagi aur maut ke beech latki hai.
Jab confession box ke us paar baitha "Father" insaan nahi nikalta...
toh sawal sirf yeh reh jaata hai -
kya ek zindagi bachane ke liye apni rooh bech dena bhi paashchatap hota hai?