33 parts Complete Sidharth Shukla. Woh Hukum the, is zameen ke unquestioned ruler. Sidharth, lamba, powerful, aur unki aankhon mein gehrai thi jo har kisi ko kaanpa deti thi. He was formidable, a man of few words, and his decisions were absolute law. Unka gussa, unka darr, Ranipur ki har hawa mein ghula hua tha. Koi unke khilaaf jaane ki himmat nahin karta tha; Sidharth ki baat kaatna maut ko bulana tha. He carried an aura of dangerous authority, a silent warning to all who met his gaze.
The Shukla family bhi utni hi taqatwar thi, unki haveli Ranipur ki shaan thi. Sidharth ki Maa, jo ab buzurg ho chuki thi lekin phir bhi shatir thi, ghar ki reeti-rivajon ki rakshak thi. Uski do Behenen, Kavya aur Rina, bhi apne bhai ki tarah strong-willed thi, haveli ke mamlon mein apni baat rakhti thi, but always under Hukum's shadow. Unka Chacha, Ranbir, ek thoda sa greedy aur opportunist insaan tha, jo hamesha Sidharth ki power se fayda uthane ki koshish mein rehta tha. Phir tha Arjun, Sidharth ka younger cousin, jo Hukum se darta bhi tha aur unki tarah banna bhi chahta tha, often trying to impress him.
Aur phir thi Shehnaaz Kaur Gill. Bilkul opposite, woh haveli ki jaan thi, a burst of sunshine. Chubby, dimples wali, aur aankhon mein shararat bhari. Shehnaaz anaath thi, haveli uska ghar tha, jahan woh maid thi. She was naughty and clumsy, aksar chhoti-moti gadbad karti rehti thi, but her infectious laughter could melt any heart. Shehnaaz Hukum se bohot darti thi, unki presence hi use nervous kar deti thi. Lekin, uske darr ke andar, ek secret liking bhi thi for Sidharth. Usse Sidharth ki strength aur power attract karti thi.
Sidharth, on the other hand, noticed Shehnaaz. He found her amusing, her unfiltered nature a refreshing change. He often flirted with her in his aura, a subtle game of glances and low remarks. He liked her spirit, her innocent mischief, aur usse achha lagta tha jab woh uske saamne thoda nervous ho jaati thi.