Story cover for Talash-E-Aashiyana by Aqsh00
Talash-E-Aashiyana
  • WpView
    Reads 148
  • WpVote
    Votes 11
  • WpPart
    Parts 4
  • WpHistory
    Time 7m
  • WpView
    Reads 148
  • WpVote
    Votes 11
  • WpPart
    Parts 4
  • WpHistory
    Time 7m
Ongoing, First published Sep 16
Rishtey... pyaar... apnapan...
Ye sab lafz toh zindagi ka hissa hote hain,
Par meri zindagi mein inki kami thi...
Haan, Mumma thi... lekin kabhi aisa mehsoos hi nahi hua
ki woh mere saath khadi ho...
Jahaan mein rahti thi,
wo ek makaan tha - sirf deewar aur chhat ka,
ghar kabhi nahi bana...
Sab kuch tha,
phir bhi jaane kyun... sab adhoora tha...
Mere andar sirf ek talash thi,
ek aashiyana ki,
jo sirf chaar deewaron se na banay,
balki mohabbat, apnapan
aur saath se sajay...

 
                                                  🌸~ Noor  

-----------------------------------------------------------------

15 saal ki chhoti si Umar mein usne woh sab seh liya jo shayad bade bhi na jhel paayein. Har din ek nayi tanhayi, har raat ek nayi khamoshi.

Lekin ek din uske saamne aisa raaz khula jisne uski duniya hila di-
Woh akeli nahi thi.

Uske paas ek pita, dada-dadi aur... 6 bhai the.
Ek ladki jo hamesha apnapan ki talash mein rahi...

kya ab usse apna aashiyana milega?
Ya naye rishton ke saaye mein naye imtihaan uska intezaar kar rahe hain?
Noor jisne har chiz akeli jheli hai...
Kya ab yehh uski kahani ki nayi shuruwat hai?....
All Rights Reserved
Sign up to add Talash-E-Aashiyana to your library and receive updates
or
#392bhaiya
Content Guidelines
You may also like
RAYUWAR BADIYYA ✅  by Aishatuh_M
61 parts Complete
"Tun ina yarinya kike zagin mahaifiyata, tun bansan menene maanar kalmomin wulakanci da muzgunawa ba nakejin kina fadarsu ga mahaifiyata, ina cikin wannan halin wani azzalumi yaje ya kashe min mahaifiya, a gaban idona kika hana a tafi dani inda zanji dadin rayuwata, babu yadda na iya haka na biyoki inda kika doro mani karan tsana, kullum sai kin zage kin dukeni, sunan mahaifiyata kuwa ya zama abun zagi a gareki a koda yaushe, kin hanani abinci, kin sakani wanka da ruwan sanyi lokacinda ake matukar sanyi, kin cuceni iya cutuwa, a haka Allah ya rayani. Sai ke yau dan rana daya kince zakici uwata nace nima zanci taki shine zakiyi kukan munafurci? Ni kin taba laakari da irin kukan danake cikin dare kullun? Dukda mahaifiyata ta rasu hakan bai hanaki zaginta ba. To na fada da babbar murya, wallahi duk kika kara cewa zakici uwata to sai naci taki uwar nima, and that's final!" Zuwa yanzu duk bakin cikin dake zuciyar Badiyya saida ya fito, kuka take kamar ranta zai fita, mahaifiyarta kawai takeda bukata, bakin ciki ya mata yawa, batada wanda zai saka ranta yayi sanyi bayan Momynta, amma tayi mata nisan da yakeda wuyar isa. Ta buda baki zatayi magana kenan Ahmad ya wanke ta da marika kyawawa guda biyu, ta dama da haggu, rike wajen tayi tana kallonshi. Magana ya fara cikin tsananin bacin rai, "Yanzu Badiyya a gabana kike cewa zakici uwarta? Uwata kenan fa Badiyya! To ko Yaya kika zaga bazan kyaleki ba balle wadda ban taba gani ba, dan haka wallahi zakiyi mugun dana sani," ya fada cikeda tsananin fushi, yana kara kai mata mazga saman kai. Kukane ya kara kwace mata "Kai kenan da baka taba ganin taka ba, nifa? Nifa Dady?! Na taba ganinta, nasanta, nasan dadin uwa, amma haka wani azzalumin ya raba ni da ita, sannan kai da nake tunanin zaka share min hawaye kaine kake kara sakani kuka, me na maka? Me Momyna ta maka?" Ta tambaya tana kureshi da idanu. _______ Me zai faru a rayuwar yarinya yar shekara goma data rasa mahaifiyarta? Wace irin rayuwa zatayi a gidan yayar mahaifinta?
Aarchiti: Their Unspoken Devotion by Dirr_writs
28 parts Ongoing Mature
Woh sun leta hai jo main keh na saku, Main mehsoos karti hoon jo usne chhupay Dono jaante hain dil kya chahta hai, Par khud se bhi kehne se darte hain... Kahin yeh khamoshi bhi na chhin le woh, Jo ab tak bacha ke rakha hai... ~ Aarchiti: The Unspoken and Undone ------------------------------------------------------------------------- Aakarsh Agnihotri A man who had audacity to turn heads effortlessly, charm is his best friend but covered by his cold ,grumpy demeanor behavior.A business tycoon, he build a empire of tech.For him love doesn't exist, "love doesn't matter, the only thing matters is MONEY." He build a wall of principals around him.His hazel eyes which holds thousands of Undone truths.... He is Silence, with thousands of stories. ~~~~~~~~~~~~~ Prachiti Kulkarni A girl who is more mature then her age. Her big expressive eyes and a radiant smile which holds thousands of Unspoken words, she is student of Philosophy art therapy in mumbai living. She think " She don't deserve to be loved ", because she never receive the love from her family.... She is fierce chaos with hidden wounds. ------------------------------------------------------------------------- "I hate the way you know me, Miss saree wali." He said. Leaving a dry chuckle,looking everywere but not her. "I wish you let someone in, Aarsh." she replied looking into his hazel deep eyes which were not ready to meet her's. ------------------------------------------------------------------------- Will her warmth melt his cold Demoner?? Will he fell for her?? What will happen when fire fell for Silence?? Will they end up together or again the destiny plays game?? To know read.... 📚 Aarchiti :The Unspoken & Undone. Started: 30 june 2025 Ended:
Junoon e Mohabbat - A Forbidden Dastaan by Sparkle_heart_122
19 parts Ongoing Mature
"𝗗𝗶𝗹 𝗺𝗲𝗶𝗻 𝗹𝗮𝗴𝗮𝗼 𝗱𝗼𝗰𝘁𝗼𝗿, 𝘁𝘂𝘁 𝗷𝗮𝘆𝗲𝗴𝗮....." ~ 𝗡𝘆𝗮𝗸𝘀𝗵 "𝗞𝗼𝘀𝗵𝗶𝘀𝗵 𝗸𝗮𝗿𝗸𝗲 𝗱𝗲𝗸𝗵 𝗹𝗶𝗷𝗶𝘆𝗲... 𝗵𝗮𝗿 𝘁𝘂𝘁𝗲 𝘁𝘂𝗸𝗱𝗲 𝗽𝗲 𝗯𝗵𝗶 𝘀𝗶𝗿𝗳 𝗵𝘂𝗺𝗮𝗿𝗶 𝗻𝗮𝗳𝗿𝗮𝘁 𝗹𝗶𝗸𝗵𝗶 𝗵𝗼𝗴𝗶......" ~ 𝗡𝗼𝗼𝗿 Noor Farooqi is a medical student who has just completed her graduation and is now working as a doctor in her own hospital. She is the sunshine-brave and fearless, afraid of no one but Allah. For her, Allah is watching every step she takes. She loves her family deeply. Nayksh Dhyani, as his name suggests, is someone balanced between power and peace, action, and contemplation. Yes, that's exactly who he is. He always wanted to be a Confectioner, but his father didn't approve. So, he ended up becoming one anyway. He doesn't care about his father's opinion. He doesn't really like his family, except for his mother and sister-they are the only people for whom he would die or take a life. "Marne ke liye humari hi scooty mili hain aapko?" she said angrily, continuing to speak as he silently admired her-not staring, but appreciating. "Kya dekh rahe hain?" she asked in anger. "Nihaar raha hoon, kaisa lagta hain kisi mein kho jana," he whispered softly. He was the first to fall, but one night changed everything-his love turned into deep hate. "Aap mere bhaiya ka kuch nahi bigaad sakte, Allah miya hain unke sath," she said firmly while he tied her hands with ropes He looked into her eyes. "Trust me, Noor, I can ruin his whole existence. Ab tak bas chahat dekhi hain tumne, meri ab nafrat ki baari hain," he said, grabbing her neck-not twisting it, but enough to make her feel his hate was as real as his silent love once was. What's the story? Why this revenge? Is this something new, or just another rivalry tale? Read "Junoon e moha
Ishq Junoon ✓ by happyfairy7
82 parts Complete Mature
Kehte hain pehla pyaar kabhi bhulaye nahi bhulta par wo toh uska pehla aur aakhiri pyaar thi ya shyd uska junoon ban chuki thi toh wo usse kaise kahi jaane de sakta tha. Fardan Shehriyaar jo Shehriyaar Industries ka maalik tha jisse sab mafia ki duniya me Shadow King kehte the uski nazar padti hai Faiza Amani pr jo apni zindagi se bezaar thi ya shayad usne kabhi kisi ki mohabbat na dekhi thi isliye jeena jaanti nahi thi. Fardan ka junooni ishq Faiza ke liye jeene ki ek nayi wajah banega ya phir marni ki. Fardan ki mohabbat se Faiza ki zindagi sanwar jayegi ya bigad jayegi? Har kisi ki zindagi ke apne apne raaz hote hain aur ye raaz jab khul kar aate hain toh kuch ache rishte bhi toot jaate hain ya kabhi toote rishte bhi judd jaate hain. Ab inki kahani mein kya hoga? Kya Fardan sach me Faiza se ishq kar baitha tha ya phir ye bas ek dikhawa tha? Kahin uski mohabbat ke picche koi maqsad toh nahi? Faiza ke mann me aise hazaar sawaal aate hain jab wo achanak se usse pehli baar dekhte hi usse shaadi kar leta hai. Aiyye Jaante Hain Dhoke Aur Nafrat Se Ishq Junoon Ka Safar. Checkout the English version of this story: Love Obsession Troupes: Multi Couple Story, Enemies To Lovers, Mafia Boy × Innocent Girl, Stalker, He Fell First And Harder, Age Gap (6years), She Fell First And He Fell Harder, He Fell First And She Fell Harder, Forced Marriage & Second Chance. This book is currently under editing, but you can still read it. I just need to correct a few spelling mistakes or places where I accidentally wrote a word twice due to auto-correct. **Note:** I don't write mature stories. So, if you're expecting explicit romance, kindly reconsider reading this book. I'm an old-school person who appreciates pure, classic romance from the 80s.. Follow me on Instagram: @happyfairy7_ https://www.instagram.com/happyfairy7_?igsh=MXNra2Jqb2NpMWVqeA==
"The Family Divide" { ISHMAN } by bison1497
36 parts Ongoing Mature
At the heart of "The Family Divide" hai ek kadwi, kayi dashkon se chalti aa rahi dushmani - do taqatwar khandaan, Gill aur Kishan, dono apne gaurav, itihaas, aur kathor paramparaon se bandhe hue hain. Yeh nafrat chhupi hai un unche kanooni dairon ke neeche, jahan jung ka maidan hai ICT College of Law ke classrooms aur courtrooms, jahan dono khandaan ke jawaan vaaris - Ishan Kishan aur Shubman Gill - majbooran ek doosre ke kareeb hain. Ishan - jo apne aap mein poora bharosa rakhta hai, tez aur thoda sa ghamandi - hai Saurav Ganguly Kishan ka pyaara pota, jiska dil aur dimaag dono teer ki tarah tez hain. Shubman - shant, samajhdar, aur jazbaati taur pe kaafi gehra - hai Sachin Gill ka sabse chhota beta, jo apne parivaar ke saath gehri wafadari rakhta hai. In dono ki dushmani sirf vyakti gat nafrat nahi hai - yeh itihaas ki kahani hai jo fir se dohraayi ja rahi hai, jawaani ke ghamand, virasat, aur purane jazbaat ke saath. Yeh tanav campus ki zindagi mein chhaya hua hai, dosti aur dushmani, gathbandhan aur mukabla, sab ko prabhavit kar raha hai. Unke aas-paas hai kuch aur rangin aur uljhan bhare kirdaar: • Dhoni Gill, jo wafadari aur mana ki hui mohabbat ke beech jhool raha hai. • Mayank Markande, ek masoom khiladi, ek bandhan mein phansa hua jo Ishan ke dil ko tod bhi sakta hai aur sambhal bhi sakta hai. • Rahul Dravid aur Ashwin, kanoon ke chalak master minds, jo parde ke peeche apni chaal chalte hain - kanoon ko talwar aur dhaal dono banake. • Hardik, Jasprit, aur Shreyas Kishan - teekhe, badle ke shaukeen, chalak chacha log, jo apne khandaan ki izzat ke liye kuch bhi kar sakte hain. Jab purane ghaav gahre hote hain aur chupke se chhupi mohabbatein phoolti hain, tab nayi peedhi ke saamne do raaste hote hain: kya wo is daur ko todenge, ya khoon baha kar ise aur gehra karenge? Ek aisi duniya jahan har muskaan mein shaq chhupa ho, aur har harkat ke peeche koi raaz - yahaan pyaar, wafadari, aur virasat takraate hain. This is inspire by Hulchul movie wi
𝑴𝒂𝒏𝒛𝒊𝒍-𝒆-𝑹𝒐𝒐𝒉 by MK_writezzz
24 parts Ongoing
˚ ༘♡ 𝐈𝐍𝐃𝐎-𝐏𝐀𝐊 𝐌𝐮𝐬𝐥𝐢𝐦 𝐑𝐨𝐦𝐚𝐧𝐜𝐞 𝐅𝐢𝐜𝐭𝐢𝐨𝐧 ❀ "Kuch mohabbatein bas lamhon ke liye hoti hain, zindagi bhar ke liye nahi..." "کچھ محبتیں بس لمحوں کے لیے ہوتی ہیں، زندگی بھر کے لیے نہیں..." ─── ⋆⋅☆⋅⋆ ── In a city far from home, two hearts find love across borders, faith, and fear!!! When 𝙈𝘼𝙄𝙍𝘼 𝙎𝙃𝘼𝙄𝙆𝙃, an Indian Muslim student, crosses paths with the quiet yet captivating 𝙈𝘼𝘼𝙕 𝙎𝙃𝘼𝙃, a Pakistani business major ⋆⭒˚.⋆ Sparks fly between them but not the kind anyone expected ⋆✴︎˚。⋆ What begins as accidental run-ins and reluctant collaboration soon spirals into something deeper, something dangerous ༄.° In a world where loyalty to one's country runs as deep as love itself, Maira and Maaz must decide what lines they're willing to cross, and what prices they're willing to pay ༯ Because some LoVe stories aren't written to last. They're written to be remembered 𓂃🖊 Only to discover that not all LoVe stories are meant to last foreverﮩ٨ـﮩﮩ٨ـ♡ﮩ٨ـﮩﮩ٨ﮩ෴ﮩ______ ࿐ ࿔*:・゚ ~ Chaotic Sunshine X Selective Grump ~ He fell first She fell harder ~ Cross Border Love ~ Desi Romance 𐙚⋆°。⋆♡ ⟢ It's a University Romcom Contemporary Fiction ⟢ Happy Reading 🧸ྀི メ𝟶メ𝟶 𝐌𝐊💋
You may also like
Slide 1 of 8
RAYUWAR BADIYYA ✅  cover
DO BEHNEIN - EK KAHANI cover
Aarchiti: Their Unspoken Devotion cover
SidNaaz-"Rishton Ka Raaz" cover
Junoon e Mohabbat - A Forbidden Dastaan cover
Ishq Junoon ✓ cover
"The Family Divide" { ISHMAN } cover
𝑴𝒂�𝒏𝒛𝒊𝒍-𝒆-𝑹𝒐𝒐𝒉 cover

RAYUWAR BADIYYA ✅

61 parts Complete

"Tun ina yarinya kike zagin mahaifiyata, tun bansan menene maanar kalmomin wulakanci da muzgunawa ba nakejin kina fadarsu ga mahaifiyata, ina cikin wannan halin wani azzalumi yaje ya kashe min mahaifiya, a gaban idona kika hana a tafi dani inda zanji dadin rayuwata, babu yadda na iya haka na biyoki inda kika doro mani karan tsana, kullum sai kin zage kin dukeni, sunan mahaifiyata kuwa ya zama abun zagi a gareki a koda yaushe, kin hanani abinci, kin sakani wanka da ruwan sanyi lokacinda ake matukar sanyi, kin cuceni iya cutuwa, a haka Allah ya rayani. Sai ke yau dan rana daya kince zakici uwata nace nima zanci taki shine zakiyi kukan munafurci? Ni kin taba laakari da irin kukan danake cikin dare kullun? Dukda mahaifiyata ta rasu hakan bai hanaki zaginta ba. To na fada da babbar murya, wallahi duk kika kara cewa zakici uwata to sai naci taki uwar nima, and that's final!" Zuwa yanzu duk bakin cikin dake zuciyar Badiyya saida ya fito, kuka take kamar ranta zai fita, mahaifiyarta kawai takeda bukata, bakin ciki ya mata yawa, batada wanda zai saka ranta yayi sanyi bayan Momynta, amma tayi mata nisan da yakeda wuyar isa. Ta buda baki zatayi magana kenan Ahmad ya wanke ta da marika kyawawa guda biyu, ta dama da haggu, rike wajen tayi tana kallonshi. Magana ya fara cikin tsananin bacin rai, "Yanzu Badiyya a gabana kike cewa zakici uwarta? Uwata kenan fa Badiyya! To ko Yaya kika zaga bazan kyaleki ba balle wadda ban taba gani ba, dan haka wallahi zakiyi mugun dana sani," ya fada cikeda tsananin fushi, yana kara kai mata mazga saman kai. Kukane ya kara kwace mata "Kai kenan da baka taba ganin taka ba, nifa? Nifa Dady?! Na taba ganinta, nasanta, nasan dadin uwa, amma haka wani azzalumin ya raba ni da ita, sannan kai da nake tunanin zaka share min hawaye kaine kake kara sakani kuka, me na maka? Me Momyna ta maka?" Ta tambaya tana kureshi da idanu. _______ Me zai faru a rayuwar yarinya yar shekara goma data rasa mahaifiyarta? Wace irin rayuwa zatayi a gidan yayar mahaifinta?