Duniya mein sabse khoobsurat rishta wahi hota hai jo bina kisi matlab ke, sirf ek masoom si muskurahat se shuru hota hai.
Ye kahani un dino ki hai jab hamari duniya sirf school ki deewaron tak simit thi. Jab 'homework' se zyada fikar is baat ki hoti thi ki wo aaj school aayega ya nahi. Wo corridors ki dabi hui hansi, wo doston ka zabardasti chidhana, aur wo nazrein milte hi palak jhuka lena.
Hum bade ho gaye, zindagi badal gayi, par wo school ki yaadein aur wo Pehla Pyar aaj bhi wahin kahin thahra hua hai. Chaliye, fir se jeete hain un lamhon ko...
किसी ने सच कहा है की " ये इश्क़ नहीं आसान , बस इतना समझ लीजिये एक आग का दरिया और डूब के जाना है " । ये कहानी है शिवांश सिंह रायज़ादा और गौरी महाजन की , एक आग है तो दूसरा पानी । एक अपनों के लिए जान ले सकता है तो दूसरी अपनों के लिए जान दे सकती है ।एक दुसरे से बिलकुल अलग हैं दोनों तो फिर कैसी होगी इनकी प्रेम कहानी ? जानने के लिए पढ़िए " Ishq Nahi Asaan