"Agar mujsey koyi puchey ki duniya mai subsey baad kismat kon hai?" "mai kahungi- Akshara Agastya" "Aap pucho ki Yeh Akshara kon hai?" "Akshara, ek stupid serial ki beywakof Villainess hai...jissey unreasonably galat samja gaya hai aur maar diya gaya hai" "Magar mujey kyu itni problem hai issey?" "Kyuki kaal taak woh sirf ek serial ki character hai magar aaj, Meyhi Akshara hu" "Samaj nahi aya? Toh promo paad lijiyeh"
More details