Hum Nafs
  • Reads 2,524
  • Votes 129
  • Parts 13
  • Reads 2,524
  • Votes 129
  • Parts 13
Ongoing, First published Jan 23, 2016
Kehte hy koi bhi kahani aise he nahi likhi jati har tehreer key peechey koi waja hoti hy, meri es kahani ko mene apne aas paas key logo ki zindagi se mutaser hokey likha hy. Hum aksar khuda se shikayat karte hey apne qismat key barey mey. Lekin dar haqeeqat woh Jo bhi karta hy usmey humare liye achai hoti hy aur woh daer sawer nazar bhi ati hy. Insaan ko wahi milta hai Jo uske qismat mey likha hota hy. Yeh kahani bhi ek aise shaks ki hy jise apni qismat sey hazaron shikayatey thi aur woh esey badalney ki justuju mey bohat kuch kar jata hy aur woh es hud tak guzar jata hy ke ussey apna nafs sunayi hi nahi deta lekin kehte hy ke insaan hazaar koshish karey lekin ek din ussey apni nafs ki suni hoti hy aur woh kisi bhi roop mein asakthi hy ussey aina dehkane ke liye.

Tum he main aks tehra ha 
Mera hum nafs tehra hai!
All Rights Reserved
Sign up to add Hum Nafs to your library and receive updates
or
#169romance
Content Guidelines
You may also like
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
MOHABBAT by Haya Fatima  by hayaf244
28 parts Complete
یہ کہانی ہے انتقام اور محبت کی۔ مناہل سکندر، ایک ایسا کردار جو انتقام کی بھینٹ چڑھ کر اپنی محبت اور سب رشتوں کو کھو دیتی ہے۔ شایان خان، وہ کردار جو اپنے انتقام کی تکمیل کی خاطر اپنے راستے میں آنے والی ہر رکاوٹ کو پیروں تلے کچل دیتا ہے۔ یہ کہانی کمزور محبت اور ماضی سے جڑے رشتوں کی راز کھولے گی۔ کیا محبت ، انتقام سے جیت پاۓ گی؟ یہ جاننے کے لیۓ پڑھئیے شایان اور مناہل کی زندگی کا سفر... "میرا ہاتھ چھوڑو" وہ اس کی گرفت سے اپنی کلائی چھڑوانے اور اپنے اور اس کے درمیان فاصلہ قائم کرنے کی بھرپور کوشش کر رہی تھی. "چھوڑنے کے لیے نہیں پکڑا." مقابل کی نگاہیں اس کے چہرے کا طواف کر رہیں تھیں. اس کے الفاظ سن کر اسے طیش آیا تھا. "تم جیسا گھٹیا انسان میں نے اپنی زندگی میں نہیں دیکھا." اس نے ایک ایک لفظ چبا کر کہا تھا. "بتانے کا شکریہ، اور امید ہے کہ دیکھو گی بھی نہیں." وہ جتنی مزاحمت کر رہی تھی اس کی گرفت اتنی ہی مضبوط ہوتی جا رہی تھی. اس کی انگلیاں اسے اپنی بازو میں دھنستی ہوئی محسوس ہوئیں محسوس ہورہی تھیں. تکلیف کی شدت سے آنکھوں میں نمکین پانی جمع ہورہا تھا. "ک..کیا چاہتے ہو تم؟" آنسو پلکوں کی باڑ پھلانگنے کو بےتاب تھے. "تم....تمہیں چاہتا ہوں." وہ اس کی آنکھوں میں آنکھیں ڈال کر بولا تھا. اسے اس کی آنکھوں سے جھلکتے جنون سے خوف محسوس ہ
You may also like
Slide 1 of 10
Aab-e-Hayat cover
القاسي والجميله  cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
Sherbano  cover
"Wajah Tum Ho" (Completed ) cover
Muntazir مَنتظِر cover
MOHABBAT by Haya Fatima  cover
حب فى السر ( ريم و كريم ) cover
جميله  بقلم الشيماء محمد cover
💕BHAROSA by  Haya Fatima & Maira Hammayun  cover

Aab-e-Hayat

74 parts Complete

Aab e hayat in roman Urdu. All rights are reserved to the authors. I am just trying to make the novels reach the audience who'll love to read this novel but can't read in Urdu Language.