Soullwoven
Vaidehi - ek ladki jo hamesha muskurati rahi,
safed saree pehenti rahi, aur duniya ke riwazon ke khilaaf apna hausla rakhti rahi
Shaurya - bachpan se hi uska pyaar,
jo har pal uske saath khada raha
Jab mohabbat aur riwaazon ka takraav hua,
tab unka ishq khud apni pehchaan ban gaya.
"Ishq Ka Rang Safed" - ek kahani,
jahaan pyaar ne dard ko rang diya
Jab duniya ne uske sapno ko chura liya,
tab Vaidehi ne himmat aur pyaar se apna raasta bana liya
Shaurya ke saath, jo hamesha uske dil me tha,
yeh kahani hai ek ishq ki, jo riwazon se aage nikla