ShadowQuillxoo
Jab chand khoon sa laal hotha hai, ek purana mahal apne raaz kholta hai. Zara ko pata nahi tha ke uska naam iss mahal ki deewaron par pehle se likha hai.... Raaz, khauf aur Hamza ke intezaar ke beech... Kya woh sach jaan payengi, ya mahal use hamesha ke liye apna bana lega?