itzbangtanarmy143
Ek adhura sa khwab pyaar ka,
jo do dilon ne milkar dekha tha...
Ek bandhan rishte ka,
jo dilon ne pyaar se sawara tha...
Jarurat ke waqt par ehsas dilane wala,
ki "main hoon" -
aisa ek rishta,
jo ek haseen mulaqat se bandha tha...
---
Teen dil... Teen kahaniyaan...
Kya hoga jab dil se dil takraayenge?
Takraar aur pyaar se bhara rishta,
kya waqt ki aazmaish mein tik paayega?
Kya kiya gaya vada poora ho paayega...?
---
Sawaal bahut hain...
par jawab paane ke liye
aapko humare saath
is safar mein shamil hona hoga...
---
Toh bane rahiye saath...
ᴘʏᴀʀ ᴋᴇ ᴛᴇᴇɴ ʀᴀɴɢ..
🅿🆈🅰🆁 🅺🅴 🆃🅴🅴🅽 🆁 🅰🅽🅶☆♡
---