SweetyxWrites
A girl who loves him only in 'Silence'
She never asked anything in return
JUST LOVE HIM
Not for attention, Not for promise - only 'Him'
"Meri Chahat sirf tumhe Chahna hai tumse se badle me kuch Chahna nahi"
◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕◕
Describing Him 💎
Uski khubsurti ka koi mariyada nhi magr mera toh khayal kro,
Aise apne andaz se na hume ghayal kro
Dil phle se hi zakhmi h....
Dil phle se hi zakhmi h
Yun apne resham jaise baal jhatak kr fir se na war kro
Thoda toh humari maryada ka khayal kro
Uski aakhon me samundar si gehrai h
Hum doob na jaye fir ek baar
Aakhein toh Aakhein h
Uske chalne ka lejha kuch aur hi baat krta
Jaise ki har raasta sirf uska hi intezar krta
Wo na muskuraya , Na kuch kaha
Wo khada the bs mano jaise sara waqt usi pr ruk gya
Faasla bhi tha, khamoshi bhi tha , magar fir bhi ye dil sirf uska hi thaa
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡