3~Destroyed Proof

65 5 9
                                    
Aarohi saw Tara coming in her room and her blood boiled seeing her and she turned away from her.

Aa: tum yahan kya kar rahi ho? Jao yahan se, ghinn aati hai mujhe tumhare chehre se

T: Aarohi? Ye mat bhoolo ke hum judwaa behnein hain (Aarohi shut her eyes tightly in anger) or meri or tumhari shakal bilkul xerox copy hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aarohi turned to her.

Aa: wohi toh, pata nahi kya dekh liye Bhagwan ne tumhare andar jo tumhe mere jaisi shakal de di, shakal ke ilawa mera ek bhi gunn nahi hai tumhare andar, main kossti hoon uss din ko jab main paida hui thi vo bhi tumhare saath, kehte hain na ke jab insaan paida hota hai toh uske saath 2 shaitaan bhi paida hotay hain, un 2 shaitaano'n mein se ek tum bhi ho unfortunately, huh

Aa: wohi toh, pata nahi kya dekh liye Bhagwan ne tumhare andar jo tumhe mere jaisi shakal de di, shakal ke ilawa mera ek bhi gunn nahi hai tumhare andar, main kossti hoon uss din ko jab main paida hui thi vo bhi tumhare saath, kehte hain na ke jab...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aarohi said and began to walk away to her bed but Tara held her arm and pulled her.

T: Aarohi maine jo kiya us mein tumhari hi toh bhalaai thi

Aa: kaisi bhalaai? Bhalaai hoti kya cheez hai? Aaj kal zamana hai kya bhalaai ka? Aray please Tara meri behen ki maut toh usi din ho gayi thi jab vo ek murderer bani

T: murder maine nahi kiya kisi ka, vo aatma hathya thi, tu samajhti kiun nahi? Or chal maan leti hoon ke maine ye sab karwaya, toh us mein toh teri hi bhalaai thi na?

ArDeep ff: Dil Bechara (Completed)Where stories live. Discover now