bondita in tulsipur

828 42 2
                                    

bondita ne anirudh se jhut boli thi ki use ticket nahi mili per jab vo baat kar rahi thi usi din k ticker nikali thi usne.aur use puja aur kaka aur binoy ka birth day bhi yaad hai.to  bondita jahaz se  utarti hai.

main aa gayi hu bhart mata.teri bondita aa ayi.

aja tujko metti pukare...

raat ho chuki hai sub so gaye hai.aur bondita khari hai haweli k bahar.

bndita: mera ghar.(happy dance).per ab andar kase jau.darwaja to band hai.

phir vo ped ke chadke khidki se chalang laga ker andar ati hai.

vo apne ghar main ghum rahi hai.dekh rahi hai apne ghar ko.vo study main jati hai aur dekhti hai anirudh apne reading glass pehen ke book hath main leker couch main baithe baithe so gaye.

bondita: dekho inko.apna zara bhi khayal nahi rakhte.

phir vo anirudh k hath se slowly book ko leti hai,then uska chashma utarti hai,uske sir pe slowly pillow rakhti hai,uske sandels utar k pairo ko adjust karti hai aur use blanker se cover kar deti hai.bondita apne room main jati hai aur anirudh neend main bondita ka naam leti hai.

next morning,4 baje bondita sare kam kar rehe hai.sari tyarya kar chuki hai puja ki.but bondita a chuki hai yeh kisiko nahi pata.sampu dayen aur uski family bahar nahi ayi cause vo sidha puja k waqt hai ayenge tamasha dekhne.aur kaka abhi bhi so raha hai.to bondita naha ker ati hai.aur arti karke anirudh ko jagane study main ati hai.

bondita: pati babu uthye.sub so rehe hai aur kam bohut sara karni hai.uthye..

anirudh akhe kholke bondita ko dekhti hai.use lagta hai ki yeh koi sapna hai.

anirudh: kitni sundar ho tum.kash ki yeh sapna kavi khatam hi na ho.bonditaaaaa....(close his eyes)

bondita: kya?? (confused then suddenly blush)

anirudh: hain??bondita?? jhat se apna akhe kkholta hai aur dekhta hai bondita ko.bhege balon main without makeup and jwellery.sirf sindur aur shakha pola aur sari pehene hue.uske lambe khule baal,badi badi akhe,kisi devi se kum nahi lagrahi hai.anirudh khushi ki mare chillane wala tha ki bondita aker uske lip pe apna index finger rakh deti hai.

bondita: shhh.patibabu pure tulsipur jama ho jayenge haweli main itni zor se chillyenge ap.dhere bolye.

anirudh: (excited but slowly) bondita tum a gayi.mujhe to yakin nahi ho raha hai.are mera bus chale to main pure dunya ko hi chilla ker yeh batadun ki dekho sub log meri patni barrister bondita roy chowdhury apne desh,apna bharat, apne ghar ayi hai.kitne saal beet gaye.bouhut yad ayi mujhe tumhari.

anirudh ko hosh ata hai ki abhi usne kya bola vo blush karta hai and bondita bhi.suddenly ghari ki tarf dekhti hai aur use puja ki yad ati hai.

bondita: are nahi.jis kam k liye apko jagaya vo to main bhul hi gayi.ap bhi na pati babu humesha baton main phasa dette hai mujhe.

anirudh: (smile)

bondita: yeh lijye list.kuch saman lane hai puja k liye.aur yeh list sham k party k liye.bohut kam hai.jaldi tyar ho jaye.

anirudh: bondita,puja ka to pata hai per party kis baat pe?

bondita: are ap bhul gye kya?aj baba aur kaka ka birthday hai.subha unki arti karke unhe payesh khilati hu main.aur is bar to ekadashi ki shuv din per aya hai unka janamdin.

anirudh:oh no!!!

vo calender dekhte hai aur apna hath se apna sir pe marta hai.

anirudh: are kase bhul gaya main yeh.yeh baat tum mujhe phon pe nahi bol sakti thi bondita?

Anindita the fireजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें