Falling in love? part:-2

1K 47 5
                                    

Start

Sir shreya ka phone pocket me dalte h or chale jate h

Pragya:- sir ne tujhe mana kiya tha na phone lane se

Shreya:- yr mai to sir ki pics kabhi kabhi click karti thi isliye lati thi

Pragya:- ab kya hoga pr

Shreya:- mujhe nhi pata, mai restigate hogayi to

Pragya:- tu tension mat le koi na koi solution nikal jayega

Tabhi sare teachers principal office pahuchte h principal list dekh ke bhot gussa hoti h

Principal:- to peon.. jao in sab baccho ko leke aao aaj inka last day h school me or sabke ghar phone karo

Peon and management staff do the same principal told

Daya:- ma'am mujhe lagta h hume baccho ko ek mauka dena chahiye

Principal:- but mukul sir isni ye harkat se school ka environment bigad sakta h

Dipti:- hn sir ma'am shi keh rahi h

Mrsshushma:- mujhe lagta h mukul sir shi keh rahe h hume baccho ko ek mauka dena chahiye.. sir shock ho jatebh ki shushma ma'am ne unki side li

Principal:- pr ma'am bat discipline or reputation ki h

Daya:- bat baccho ki life ki bhi h ma'am

Fir decide hota h ki baccho ko is bar restigate nhi kiya jayega or bs parents se bat karke ek chance diya jayega or checking badhayi jayegi

Peon shreya ki class me jate h

Or un baccho ke nam lete h jo phone laye hote h , shreya bahut dar rahi hoti h

Peon:-rahul, simran, varun, dheeraj, kapil chalo principal office

Shreya or pragya shocked ho jate h ki shreya ka nam list me nahi h

Shreya:- happy wishper..mera nam nhi h

Pragya:- tease her... jija ji ne bacha liya tujhe

Shreya blush

Daya side

Sir sports room me jate h or apna hath tez se punching bag me marte h

Daya:- why .. why .. why ye shreya ka nam aate hi mujhe kya ho jata h .. mai baki baccho ke sath itna galat kaise kar sakta hu aur is ladki hi galtiya bhi nazar andaz kar deta hu mai kyu

Daya2:- kyuki you love her

Daya:- nhi chi mai aisa soch bhi kaise sakta hu bacchi h wo

Daya2:- pyar hi to kar raha hu uske sath kuch galat to nhi

Daya:- is umr me aur itni age difference me pyar bhi galat h

Daya2:- kab tak rok paunga khud ko

Daya:- nhi nhi mujhe khud pe control karna hoga uski life barbad nhi kar sakta mai

Fir sir apni Pocket se phone nikalte h or table pe rakhte h tabhi galti se power button press ho jata h sir screen pe kuch dekhte h or unhe unhe gussa aata h or phone palat ke rakh dete h or ankh band karke baith jate h

Beyond Boundries (COMPLETED)Where stories live. Discover now