part 9

3K 155 9
                                    

Nani- anjali bitiya ke aane ka time ho gaya hai...Ab sbko chalna chahiye....Is baat ka kya krna hai ye hm bta denge...Par tb tk koi kuch v nhi krega...Aur chhote aaap toh kuch na hi kre toh behtar hai....
(It's time to coming fir anjali....All should go to their place...What should we do...I will decide...No one will do anything specially arnav.....)

At dinner time....

After dinner is completed...

Nani - anjali bitiya kya kaha doctor ne...
(Anjli...What did doctor said...)

Anjali - nani sb theek hai....Hmari rajkumari kafi sahi hai....Bs doctor ne bola ki khush rhne ko...
(All is good...Our baby is good....She said to be happy and enjoy this phase..)

Nani - pta hai bitiya ...Ek maa ke kiye ek beti kitni mayne rakhti hai....Har aurat ye chahati hai ki uski beti uski trh ho...Jo v kami uske kHud me rah gayi ho wo usko beti me puri ho jaye....Kafi strong ho....

Anjali - haan nani hm v chahte hai ki hmari beti kafi strong ho...Usme hamri wali kamiya na ho...Usko hm strong bnayenge....

Nani - haan bitiya...Hm v yahi chahte hai....Ek beti ke liye uski maa kitni jaruri hoti hai...Ye aap achi trh jant hai....Aapme jo kami rah gayi ho...Wo sb aap apni rajkumari me pura kijiyega....

Anjali - nani...Aap ye achank se kya bol rhi.hai....Kuch hua hai kya...

Nani- bs bitiya hme aapni maa ki yaad aa gayi...Hme pta hai...Aap bhale hi na bole par is samay aapko apni maa ki yaad aati hogi....Hme is baat ka hmesha afsos rhega Ki hmne apni beti ko apne liye ladna nhi seekhaya....Wo bas apne pati ke bare me hi sochi...Ek baar v apne bacho apni maa ke bare me nhi socha....Hm nhi chahte koi v maa apne bacho ke bare me bina soche apne sath bura kre...

Anjali - haan nani ...Aj agr mamma hoti toh kitna acha hota...Hme unki yaad aati hai...Pta hai aaj hospital me ek lady aayii thi apni maa ke sath...Unko dekhke lg rha tha ki kash hmari maa v hmare sath hoti....Mamma ne bina hamre bare me soche kaise itna bada kadm utha liya...Ek baat toh hmare bare me socha hota....

Nani - haan bitiya...Hm v wahi bol rhe the ki ...Kabhi v kisi ko bs ek riste ki wajah se baki sare risto ko bhi bhulna chahiye....Sare riste jaruri hote hai....
(Yes bitiya.... That's what I am saying...We should never forget all other relationship just for one relation...)

Anjali - haan nani...Itna toh hm smjh gaye hai ki life me koi v decision ek risto ko leker nhi lena chahiye....
(Yes nani....I know that we should not make a decision by considering only one relation...)

Nani - bitiya yaha aaiye hmare paas...
(Bitiya ...come Sit near me...)

Anjali - ji nani...Boliye...
(Yes naani tell me...)

Nani- aapki maa ke jane ke baad aap aur chhote hi hai jo hamre sath hai....Aap dono hi mere liye important hai...Hm kabhi nhi chahenge ki aap log dukhi ho ..Ya koi musibat aaye....
(After your mother only you and arnav are with me...Both of you are important to me...I never want that you will sad or in any problems...)

Anjali - kya baat hai nani. ...Aap yese kyu baat kr rhi hai...Kuch hua hai kya.... Chhote kya baat hai...Sb yese kyu shant ho...
(What is the matter...Why are you saying like this....Did something happens.... Arnav tell me what is the matter...Why all are quite..)

Arnav - di wo...
(Di ...)

Nani - anjali bitiya agr hm aapse kuch bole toh aap yakeen kijiyega us par .
(Anjali will you trust me if I will say anything...??)

Anjali - haan....Nani ...Hme aap par khud se jyada Bharosa hai...
(Yes nani.... I trust you More than myself..)

Nani - bitiya hme pta hai is halat me ek aurat ko apno Ki sath ki kitni jarurt hoti hai...Khaskar apne pati ki..Par iska matlab ye nhi ki aap samne wale ki har galti maaf krte rho...
(I know the importance of family in this situation....esp the importance of husband....But that doesn't mean we will ignore others mistake...)

Arshi ff With respect and loveWhere stories live. Discover now