N : Hi I am Naira .K: Pata hai !
N: Excuse me , me tumse baat nhi kar rhi hu , Me inse baat kar rahi hu'
R : Hi I am Rohan
G : Hi Rooohhaan ( Dreamily)
N : Huuh ?
G : Matlab Hi.... I am Ga..yatri.( Coming out of her dreamland.)You can call me Gayu.
R : Can we become friends as we also don't know many people.
K : Mai aur friends with Sherni . Nahi bhai Nahi. Kabhi nahi
N: Mujhe bhi shauk nahi hai tumse dosti karneka
K: Mujhe bhi tumse dosti nahi karni hai .
R : Arre ( To kartik ) Bhai karlena dosti meri life settle hojayegi.
K : ( To Rohan ) Tujhe Naira pasand hai ?
R : ( To kartik ) Aree nahi mujhe Gayu pasand hai !
K : ( To Rohan ) Haan phir thik hai ki tujhe woh sherni pasand nahi hai
R : ( To kartik ) Thank you bro.
Girls side :
G : Arre ( To Naira ) Naira karlena dosti meri life settle hojayegi.
N : ( To Gayu) kya Tujhe Kartik pasand hai ?
G : ( To Naira ) Aree nahi mujhe Rohan pasand hai !
N: ( To Gayu ) Haan phir thik hai ki tujhe woh mendhak pasand nahi hai nahi to teri life barbaad ho jaati
G : Thank you Naira . And hugs her.
N : Haan to me Dosti karne keliye taiyyar hu par sirf Rohan se tum se nahi mendhak.
K: Mai Bhi dosti sirf gayu se karnewala hu sherni se nahi.
R : Arre pr aise kaise ?
G : Haan Naira aisse kaise?
N: Dekho mujhe is mendhak se dosti karne mai interest nahi hai so mai to dosti nahi karung.
K : Mujhe bhi nahi karni isse dosti.
Rayu - Thik hai par hum dosti kar rahe hai .
Kaira - haan thik hai karo tum.
Gayu and Naira - Haan ab hum chalte hai
Kartik and rohan - Hum bhi chalte hai
Gayu - Vaise tum dono ka apna Ghar hai Kya yaha
Rohan : Haan
Gayu : Humara bhi
R : Ohh... to hum milenge phir se
While Kartik & Naira were almost at the end of college campus . And then they turned back to look for Rayu and found them nowhere to be seen. After a while they spotted them talking with each other and face palmed themselves
Kaira : Hai bhagwan shuru hogaya inka
Kaira go to Rayu and bring them with them and start returning back to the hostel .
In Naira and Gayus room
N : Sun na Gayu mujhe na ek youtube channel kholna hai .
G : To phir tujhe editing keliye bhi koi chahiye hoga na .
N: Ha par me editing me bilkul achhi nahi hu to kya karu mai abb?
G : Mai Rohan ko puchti hu ek min .
YOU ARE READING
Ek Main aur Ek Tu
FanfictionGet into the roller coaster journey of two individuals who are poles apart but read to find out how they fall in love.. #36 in College stories # 1 in Keesh !! #4 in Goenkas #19 in Collegelove #14 in kaira