Chapter:-4

2.1K 83 15
                                    

Start

Daya home,

Daya sir mahira ko apne sath le jate h

Daya:- pata nhi shreya kya kar rahi hogi .. kitni pareshan hogi wo .. he looks toward mahira who was sleeping peacefully.. and call purvi

On call,

Purvi:- hello sir

Daya:- hello purvi shreya kaisi h

Purvi:- looks toward shreya.. sir thik h wo bas wo pareshan h

Daya:- kya mai usse bat kar sakta hu

Purvi gives phone to shreya

Shreya:- hello sir

Daya:- pareshan kyu ho tum

Shreya:- sir woo..

Daya:- kya tumhe bharosa nhi h ki mai mahira ka khayal rakh pauga

Shreya:- nhi sir aap hai to mujhe koi mahira ki koi chinta nhi mai janti hu mujhse jada aap use pyar dege

Daya:- smile.. to tum pareshan mat ho jaldi hi sab thik hojayega

Shreya:- ji sir

Daya:- khayal rakhna apna hum dono tumhara wait kar rahe h

Shreya remained quiet

Daya:- acha bad me bat karte h fikr mat karna mai mahira ka khayal rakhuga

Shreya:- hmm

They cut the call

Shreya side,

Shreya:- crying..kitni badnasib hu na mai

Purvi looked toward her

Shrrya:- continued ... jinhe chaha wo mile nhi mile to na chahte hue bhi dhoka dena pada .. aur mahira use jab meri jarurat thi mai uske sath nhi thi aaj jab wo mere pass laut payi to mai dur

Purvi:- himmat rakh shreya sab thik hojayega

Shreya:- kaise himmat rakhu ab to jeene ka man bhi nhi karta

Purvi:- angrily.. pagal ho gayi h?jantj bhi h kya bol rahi h ? Daya sir aur mahira kabse teri rah dekh rahe h tujhe laut ke unke pass aana h ... after a pause ... jabse tu gayi sir khoye khoye rehte the wo shant h jada bate nhi karte par itna shant unhe kabhi nhi dekha tha ... rat rat bhar beauro me gujar dete the.... 5 sal unhone teri rah taki h bina sukoon se jiye

Shreya:- pr purvi mai unhe ab deserve nhi karti wo mujhpe ankh band karke bharosa karte the aur maine unhe dhoka diya unse jhut bola yaha tak ki unpe goli bhi chalayi ... unhone humesha meri help ki .. apni zindgi ka har ek hissa unhone mere liye dao pe laga diya tha aur maine jo kiya wo...

Purvi:- tune jo kiya wo mahira ke liye kiya h ... majburi me kiya . Kayi bar aisa hota h kisi ki jan bachane ke liye apni aur apno ki jan bhi khatre me dalni padti h tu cid officer h .. aisa kayi bar hua h jab kisi ki jan bachane me hume chot pahuchi ho majburi me hi sahi ek dusre ko bhi dukh diya h humne tab tune sab kuch bhul ke duty nibhayi na desh ke liye kam kiya kannon ki raksha ki to aaj ye kyu

The Reunion (Completed) Where stories live. Discover now