SERIOUSNESS..

225 35 12
                                    

[Recap: Y/n got failed in two exams and she was about to call her mom.]

Aisha: Tum aunty ko call kar rahi ho?
Y/n: Umm.. Haa
Aisha: Woh tho theek he lekin itni pareshaan kyu ho?
Y/n: Mein.. Mein theek hu
Aisha: Pakka na
Y/n: Haa
Aisha: Vese aaj tho results aagaye na prefinal ka.. Tujhe kitna aaya?
Y/n: Patha nahi yaar.. Mera progress card aaya nahi
Aisha: Kamaal he.. Aise kaise? Mein jaake mam se puchthi hu ruk
Y/n: Aree nahi.. Aajayenge na.. Kyu chintha karti he (she was tensed kyuki uska result aachuka tha aur Aisha ko bataya nahi)
Aisha: Oh.. Ha.. Vese bhi Shenaya keh rahi thi ki toppers ke results alag se declare karenge
Y/n: Ohh.. Shenaya ka result aaya kya?
Aisha: Nahi tho.. Lagtha he top mari madam ne
Y/n: Hmm😥
Aisha: Vese bhi Shenaya alag ladki hein na.. Kitna career oriented hein.. Accha laga mujhe.. Her parents must be proud of her
Y/n: Kaash mein bhi esa hothi
Aisha: Aise kyu bol rahi ho.. Tera bhi accha result aatha hein na.. Ghabrayi hui kyu ho
Y/n: Nahi, kuch nahi

[Meanwhile, a girl named Shreya came to Y/n's room and knocked the door. Shreya was their classmate.]

Aisha: Hey Shreya! Aajao andar
Shreya: Aa rahi hu Lekin y/n Tujhe Aarav ne bulaya canteen ke paas
Aisha: Usee aur Koi kaam nahi he kya
Shreya: Mujhe bhi woh accha nahi lagta.. Y/n tu kyu milthi rehti he usse
Y/n: Woh accha ladka hein Shreya.. Abhi aati hu
Aisha: Phirse jaa rahi Ho?
Y/n: Jaldi aajaungi
Aisha: Ha.. Aane ke baad hi Aunty ko call kar tab tak mein apni maa se baath kar leti hu
Y/n: Theek he (and she went to meet Aarav).
Aisha: Aur Shreya bata.. Kitna percentage aaya Tujhe?
Shreya: Mujhe 87 aaya aur tujhe?
Aisha: That's good aur mujhe 85 aaya
Shreya: Hey that's good too yaar
Aisha: Patha nahi y/n ko kitna aaya hoga
Shreya: Kya? Usne result bataya nahi tujhe?
Aisha: Aree uska result aaya nahi
Shreya: Ye kya baath hua.. Result sheet ka extra copy diya he mujhe mam ne.. Notice board Mein rakhne ke liye
Aisha: Toh dikha na

[When Aisha saw Y/n's result, she was shocked. Aisha failed in Maths and Physics.]

Aisha: Ye kya he Shreya?? Are you sure this is correct?😥
Shreya: Ha Yaar.. Ham Sab ka result yahi he.. Tumne Aarav ka percentage Dekha?
Aisha: Abee isee tho 89.5% aaya.
Shreya: Ha vahi tho
Aisha: Aane do usko batati hu.. Kya Masth time pass kar rahi he Aarav ke saath.. Accha isliye woh itna tensed thi itni der
Shreya: Usee theek se samjha tu hi
Aisha: Patha nahi kya bolegi aunty ko.. Accha Mein apni mom ko call karti hu
Shreya: Ha.. Mein bhi.. Bye Yaar
Aisha: Bye Shreya.. (Aisha called her mom).
Aisha mom: Hello beta
Aisha: Hello ma.. Ek good news hein😁
Aisha mom: Aree bata na meri bacchi
Aisha: Mujhe pre finals Mein 85% aaya
Aisha mom: That's great beta.. Aur mehnath kar.. Boards mein 90% aa hi jaayenge
Aisha: Ha woh tho pakka he mumma..
Aap tension math lo
Aisha mom: Accha laga confidence dekh ke☺.. Lagtha he y/n ke saath rehke padai pe kaafi mehnath ki
Aisha: Woh toh he mumma Lekin y/n khud 2 subject mein fail Ho gayi
Aisha mom: Aise kaise??
Aisha: Vahi tho patha lagana hein
Aisha mom: Tu uski dosth hein.. Usko theek se samjha.. Khayal rakho dono apna
Aisha: Sure mummy..

[Meanwhile, at the canteen.. Aisha ]

Aarav: Aww.. Kya baath he.. Meri y/n kyu itni udaas he
Y/n: Aarav, I can't tell you
Aarav: Esa konsi baath he? Anything serious?
Y/n: I got failed in Maths and physics
Aarav: Bas itni si baath? A single paper can't decide your future
Y/n: Lekin tumhe tho almost 90 aaya na
Aarav: That's okay.. Agar Tum bhi pad leti tho mujhse bhi zyada aata na
Y/n: Ha .. Kaash meine pad liya hotha
Aarav: Tension math le.. Tera dosth he na.. Dono join karlenge IIT Delhi
Y/n: Thanks for supporting me🤗
Aarav: Aur kisiko bataya tumne?
Y/n: Nahi
Aarav: Aisha aur Ajey ko?
Y/n: Woh pakka daatenge Mujhe
Aarav: Aree.. Koi na.. Math bata unko
Aisha: Saala kitna nautanki karta he😤(in her mind)
Y/n: Lekin Aarav..
Aarav: Kya hua y/n.. (He placed his hand on her hand)
Y/n: Mera goal achieve tho hoga na😥
Aarav: Zaroor hoga.. Dono join karenge Delhi Mein🤗
Y/n: That's so nice of you❤

[Aisha went from there in a frustrated way and she called Ajey.]

Ajey: Hey Aisha! Kesi Ho? Bade Dino baad call kiya
Aisha: Mein theek hu Ajey.. Tum kese ho?
Ajey: Hamesha ki tarah.. Badiya🤗
Aisha: Tumne kyu nahi call kiya itne din?
Ajey: Aree y/n ne hi tho kaha tha ki tumlogo ke exams he
Aisha: Accha.. Toh woh tumse bhi baath nahi kar rhi
Ajey: Ha.. Mein evening time calls kartha tha Lekin usne mana kiya.. Socha ki pad rahi hogi
Aisha: Lekin shaam ko tho canteen jaathi hein na (in her mind)
Ajey: Tum chup kyu ho?
Aisha: Aree kuch nahi.. Aaj patha he mujhe 85% aaya😁
Ajey: Kamal he! Matlab hamari Aisha top karegi😎
Aisha: Hehehe..
Ajey: Aree Lekin y/n ne kaha ki uske exams next week hein. Dono ka same schedule hein na.
Aisha: Hogaye Ham Dono ke exams
Ajey: Toh usne esa kyu kaha?
Aisha: Patha nahi yaar
Ajey: Kuch pareshaani tho zaroor he
Aisha: Haa.. Woh kuch disturbed lagti he hamesha
Ajey: Uske kitne percentage aaye?
Aisha: Ajey.. Woh...
Ajey: Batao na..
Aisha: Woh do subject mein fail ho gayi😥
Ajey: Kya!😥.. Ye ladki kar kya rahi he
Aisha: If you don't mind ek baath kahu
Ajey: Haa bolo
Aisha: Nahi, rehne do. Tum frustrate ho jaaoge
Ajey: Kuch nhi hoga.. Batao
Aisha: Tumhe Aarav se kuch problem he?
Ajey: Dekho yrr.. Mujhe ussee personally koi problem nahi he but I care for y/n isliye chillatha hu.. Vese bhi y/n ne kaha ki Aarav sudhar gaya tho.. Thoda decent opinion hi hein uspe
Aisha: Oh!! (Ab Aisha sach Mein confuse hogayi ki sach bataye ya nahi)
Ajey: Mein Baath karu kya y/n se kaash woh mujhe kuch bataaye
Aisha: I know ki Tum uske sabse acche dosth ho lekin kya mein solve kar sakti hu iss problem ko?
Ajey: Aise kyu puch rahi ho.. Tum uskeliye hamlogo se kam nahi Ho.. You're her bestie Aisha.. Go on
Aisha: Thank you yrr.. Bhagwaan kare tere jesa dosth sabko mile❤
Ajey: Ab mein itna bhi khaas nahi😅
Aisha: Jo bhi hoga Tujhe bataungi
Ajey: Ha theek he.. Bye
Aisha: Bye

[Y/n came to the room and slept silently, she didn't even talk to Aisha. Next day morning in their class, toppers list was announced . It was as follows...]

1. Rohan - 97%
2. Nisha - 95%
3. Shenaya - 94.5%
4. Maanav - 94%
5. Raghav - 93%

Lecturer: So, these were the students who are toppers of this year. All the best for your boards. I'm sure you'll are going to rock.
Students: Thank you sir.



LOVE STORIES TAKE TIME Where stories live. Discover now