Chapter 1

375 26 41
                                    

In Rajkot ,

In hospital

Mishti in labour pain

Mishti ke sir se khoon aa raha tha

Abeer Darra hua tha

A : please doctor meri mishti and mere dono bachcho ko bachca lo

Doctor : hum apni taraf se puri koshish karenge

Doctor mishti ko operation theatre main lekar chali jaati hai

Sab log bahar aa jaate hai

Kunal : bhai kuch nahi hoga bhabhi and bachcho ko

Kuhu (drama karte hue) : haa bro kuch nahi hoga mishti ko

Aur nahi bachcho ko

Meenakshi : haa Abeer beta kuch nahi hoga teeno ko dek lena hamari mishti brave hai aur uske bachche bhi

Abeer huge Meenakshi and start crying

Rote hue

A : maa unko kuch nahi hoga naa

M : nahi kuch nahi hoga

After some time.

Doctor bahar aati hai

Abeer : kaise hai teeno

D : mishti thik hai

All are happy

D : but bachche

Kuhu see doctor and give evil smile

Doctor : ji hum aapke bachcho nahi bachcha paaye

All are showked

Abeer tood jaata hai

D : aur nahi mishti kabhi maa ban sakti hai

Kuhu andher hi andher khush ho rahi thi

K (in mind) : ab mishti ke bachche nahi balki mera bachcha banega iss ghar ka waarish aur woh saari property mere bachche ke naam hogi .

Abeer : main kaise yeh baat mishti ko bataunga

Sab log Abeer ko sambalte hai

In ICU

Abeer mishti ke pass aata hai

Mishti : rote hue Abeer hamare bachche Abeer kyu kiya God ne aisa hamare saath

Abeer : sh.. kuch nahi mishti

M : ab toh maa bhi nahi ban sakti tum mujhe chod do Abeer main tumhare layak nahi rahi main tumhe bachcha nahi de sakti tum dusri shaadi karlo

A : pagal ho gayi ho kya mishti aisa dobara mat kahna okk tum mishti ho meri mishti ho kabhi bhi haar nahi maanti hai aur aaj dekho isko ...

Nahi ab hume koi bachcha nahi chahiye okk

M : pata nahi Abeer woh dono ladke the yaa ladkiya yaa phir ek ladka yaa ek ladki

Kyu kiya God ne hamare saath

A : ab aage se iske baare main koi baat nahi hogi mishti do you understand that...

Sab log Abeer and mishti ka support karte hai

After 24 years,

In mumbai ,

Orphanage.

Ek ladka aata hai

Jiska naam hai karan

K : bhai chalo jaldi

Kya hua bata naa

Haa Maine Bhi Pyar Kiya Hain जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें