chapter 12

1.4K 128 2
                                    

Next day

Shehnaaz stands before a huge mansion with wide eyes

Security opens gate and welcomes her

Sidharth welcomes her with huge smile on his face..

Sana maintains anger and enters into mansion

Sid: dekho dekho kuch changes chahiye toh batayiye..

Sana stares at him confusingly

Sana: mein kyu batao ??

Sid: akhir yeh tumhari toh ghar hai na and slightly pushes her with shoulder

Sana Sighs

Sid takes her to his room

Sid: hmm..yeh hamara kamra hai

Sana: hamara nahi ..sirf tumhara

Sid: woh dekhenge

Sana: pehle reason batao jaldi..

Sid: hmm bolunga meri maa..pehle baito..

Sana sits and sid starts explaining..

Sid: jab exam ho gya mera.. mein waha aaya tumse milne ke liye.. Phir mujhe phone call agaya ..usne bola ki mom dad ka accident ho gya..

Sid sobs silently..

Sana comes and put her hand on his shoulder.. sid says okay by taking her hand into his..

Sid: mujhe kuch samaj mein nahi aaya .. Kya karna hai ..phir manager ne mujhe mumbai lekar aaya..

Bahot mehnat karke yaha tak pahunch gaya ab..

Apna koi nahi hai mere saath ..itne saal akele hi bahot kuch dekha.. Aur har raat tumhari yaadein mein kho jata hun..

Tumse milne ki koshish kiya.. Par himmat nahi mila baat karne ki..

Aur mein har din mandir jata hun.. Ek din jab mein mittai de rha hu kuch logon ko mandir ke paas.. tab ek aurat meri haathon mein gir gyi..

Mein unko lekar hospital gya..woh akeli hai unko koi apna nahi hai.. Tab se mein unko apna maana aur mein dadi bulata hun unko

Iss ghar mein.. mein aur dadi rehta hai..

Yahi meri kahani ..

Sana has tears in her eyes

Sana in thoughts akele itna kuch kiya aur mein faaltu mein gussa kar liya un par..

Par koi naa mein bhi roya iss ke liye toh mein revenge lekar hi rahungi..

Sana: I am sorry bina kuch maalum mein tum par chillaya..

Sid: Its okay and hugs her

Sana reciprocates

Promo:

Sid holding roses and placard saying sorry

Employees: Is this really sid sir??

Happily Lived Ever After?!!Where stories live. Discover now