amdheer's haldi

849 31 13
                                    

Om niwas
Everyone gathered to celebrate amrit's haldi function
Amrit has been made to seat in the swing
Mogar tried to create a scene by deliberately pushing the thaal Or plate of haldi from raj rani's hand but as usual our randheer beta came on time and save the thaal from touching the ground, how can he let anyone to play with the beautiful smile on her amrit's face
M- trying to cover up her deeds oye rab rab rab iss kudi n bacha liya nhi toh aaj meri pyaari bhatiji k itne shubh din m merese apshagun hi ho jaana tha mainu maaf krdo parjai ji hai aur amrit puttar Tu bhi ha.
R- safely placing the thaal in mogar's hands o ji ab aap n dhyaan s chaliyega agar agli baar galti ho gyi n toh shayad dulhe raja hi aake aapse apni hone wali votti k aansuon ka hisab lene na lag jae
M- oye rab rab rab bohot jubaan chlti h teri toh
R- o ji raanjhan ji ki kahaniyon ko bohot pasand krti hu main aur un hi main s ek m padha h k kudiyon ki aankhon m kade aansun nhi aane chaiye aur yeh bhi k kade bhi kisi ki khushiyon ko jaan bujh kr nazar nhi laga ni chaiye paap lgta h ab aap thode hi yeh paap krna chahti hongi ji
M- hain main kyu paap krne lagi

the rasam started with rajrani applying haldi to amrit
Ra- kinni soni lg rhi h meri bacchi kisi ki nazar n lge teri khushiyon ko
Savita"randheer's mum" (S)- aap chinta mt kijiye samdhan ji hamare baccho ki khushiyon ko kisi ki nazar nhi lagegi aur agar lg bhi gyi n toh "eyeing mogar" jhaadu s maar maar k utaar dungi saari buri nazar
Ra- ji baat bilkul sahi kahi aapne hamare bacchon ko jitna sehna tha seh liya ab toh main bhi kisi ko inki khushiyon k bich nhi aane dungi phir chahe mujhe bhi belan ku n uthana pade
S- o ji yeh ki n aapne savita raizada ki samdhan wali baat
While here our amdheer are like thu thu inki iss jodi ko kisi ki nazar n lge

The rasam continued followed by randheers mum and all the ladies of house finally udheers turn came
R "applying haldi lovingly" Bhagwan aapke chehre ki yeh raunak hamesha aise hi barkaraar rkhe
To raajraani Waise ji maine suna h ki agar hone wali dulhan kisi shaadi shuda aurat ko apne haatho s haldi lagaye toh dulhe aur dulhan ki baaki ki zindagi bohot khushnuma guzarti h toh kya aap mainu laga dengi
Ra- " Caressing randheers ghunghat m band hairs lovingly" itni choti umar m itni vaddi vaddi baatein aur rasmon ka gyaan h tujhe , meri beti de vaaste inna socha tune bhagwan tujhe saari khushiyan de
R- ji shukriya
Ra- amru puttar laga de
A- ji mummyji, to randheer ji aap apna ghunghat uthaiye main lga deti hu
R- ji nhi aap bas mere haathon m laga dijiye agar ghunghat utha diya n toh anarth ho jaega
A- ji thik h
And with that amrit applied a little paste to her to be husbands hands completing the rasam

U- to vashma aap aaj badi sohni lg rhi ho ji yeh thodi haldi aapke khushi s chamakte chehre k naam
Both of then left the place
U- o baal baal bache lekin jo bhi boliye mazaa bohot aaya
Pehli baar auraton ki yeh haldi wali rasam dekhi maine ha shuru m thoda dar jarur lga lekin apni vashma ko jb maine haldi lagayi n toh saara darr chla gya, o ji yeh pal main kbhi nhi bhulunga
R- main bhi nhi aur yeh tumhaare bina bilkul nhi ho pata thank you meri amrit s milne m madad krne k liye
U- o ji yeh thankyou bolke toh aapne mujhe par aaya kr diya
Sach kahun n toh bohot logo ko jaanta hu main ji par apna dost kehne ka haq sirf kuch ko hi deta hu aur aapne yeh haq kamaaya h
Shukriya meri jindagi main ek dost ki kami ko pura krne k liye
R- hugging him tune toh dil jeet liya yaar aaj yeh randheer raizada tujhse pure sacche man s waada krta h ki tera yeh dost cum jija tere saath hmesha khada rhega chahe musibatein choti ho ya badi tum hamesha mujhe apne paas paoge uday sahani
U- vaise jis kaam k liye itna bada khatra mol liya tha ho gya n woh
R- kaha jaise hi amrit s baat krne wala tha vaise hi tumne bula liya
U- ab kya krenge aap
R- tu chinta mt kr dekhta hu, ab chl k pehle apne original avatar m aate h agar kisine hamare baare m zyada puch tach ki toh laalaji maar dalenge hume

Amdheer : Married LifeWhere stories live. Discover now