Chapter 5

6.9K 307 45
                                    

Tahir apne ghar ke bade royal chess area ke paas baitha hua tha lekin uska dhyaan baar baar Y/n ki taraf jaa raha tha, uske chehre par usse yaad karke smile aa rahi thi jo kabhi hua nahi hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Tahir apne ghar ke bade royal chess area ke paas baitha hua tha lekin uska dhyaan baar baar Y/n ki taraf jaa raha tha, uske chehre par usse yaad karke smile aa rahi thi jo kabhi hua nahi hai. Tabhi priya vaha aati hai aur bolti hai...

Priya = tahir ji kya kar rahe ho...

Tahir ke chehre par ek annoyed expression aa jaata hai, vo man hi man sochta hai...

Tahir thought = dusri ladkiyon ko dekh kar mughe boring lagta hai lekin sherni ke saath aisa nahi hota. Jab bhi usse dekhta hai usse din bhar dekhne ka man karta hai.... Vo baaki ladkiyon jaesi nahi hai... Vo to ekdam alag hai ekdam khanjar ki tarah tez ( sharp like a knife).

Priya= tahir tum meri baat kyu nahi sun rahe ho...

Tahir = kya hai be... Dinbhar kutiya ki tarah bhokti rehti hai.. Koi kaam dhaam nahi hai kya tere paas. Jaa kar apni padhai kar mera dimaak mat kha...

... = tahir...

Tahir thought = saala kitna aacha sherni ke baare me soch raha tha... Sabko abhi hi aana hota hai kya.. Kismat hi kharaab hai..

Tahir piche mudta hai aur dekhta hai ki uske papa apne chele dev singh ke saath khade hai...

Tahir = kya hua pita ji...

Randhir = kal priya ko college jaana hai aur road problem ke kaaran iski bus yaha nahi aaegi. Tu usse kal bus pe chadha dena jo jaigarh aur rajgarh ke bich vaale raaste me aaegi.... Isko vaha akele nahi bhej sakte... Dev singh ne mughse request kiya hai itna to Tu kar hi sakta hai...

Tahir apne aankhen rolls karta hai aur slowly apna sar hilaata hai. Randhir aur dev singh vaha se chale jaate hai. Priya tahir ko zor se hug karti hai lekin tahir usse dhakka maarta hai aur bolta hai...

Tahir = dor reh mughse.. Varna gun ki saari goliyaan tere khopdi (head) me daal dunga.

Priya = gussa to aise ho rahe ho jaise ham dono ke bich me kabhi kuch nahi hua hai... Bholo mat mai tumhaari secret girlfriend...

Priya usse smirk ke saath dekhti hai lekin uska smirk drop ho jaata hai jab tahir hasna start kardeta hai. Vo uske paas aata hai aur bolta hai..

Tahir = tughe kya lagta hai tu mughe dhamki degi... Tahir rajvanshi ko. Agar zyada dimaak lagaya to tughe aur tere baap ko yaha se dhakka maarkar baahar nikalwa dunga.. Samghi...

Aisa bolne ke baad tahir vaha se chala jata hai aur priya usse gusse se dekhti hai...

Next day

Tahir apne bike me hero ki tarah baitha tha aur priya baar baar road ko taraf dekh rahi thi ki bus kab aaegi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Tahir apne bike me hero ki tarah baitha tha aur priya baar baar road ko taraf dekh rahi thi ki bus kab aaegi.. Tabhi jaigarh ke direction se ek luxury bike aati hai aur uske bagal me stop hoti hai, uss bike se aarvi utarti hai aur bike chalaane vaali ladki bhi helmet utaarti hai aur tahir ke chehre par ek smirk aa jaata hai apni sherni ko dekhkar

 Tabhi jaigarh ke direction se ek luxury bike aati hai aur uske bagal me stop hoti hai, uss bike se aarvi utarti hai aur bike chalaane vaali ladki bhi helmet utaarti hai aur tahir ke chehre par ek smirk aa jaata hai apni sherni ko dekhkar

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Y/n = kyu be aise kyu dekh raha hai jaise apni life me kabhi ladki nahi dekha hai...

Tahir = ladki to bahut dekhi hai lekin teri  jaisi khanjar mafik ( knife type) nahi dekha hai maine... Yaha kya kar rahi hai yaad aa rahi thi kya meri..

Y/n = mai phaltu logo ke baare me nahi sochti ... Mere paas itna phaltu time nahi hai..

Aarvi = usse chhod Y/n..dekhna yee bus abhi tak nahi aai hai mughe late ho jayega...

Y/n = Tu apne bus ka intazaar kar mai chali...

Y/n apni bike ko start karti hai lekin aarvi uska haath pakad leti hai aur bolti hai...

Aarvi = mughe in dono ke saath akele chhod kar jayegi... Dekh to vo chudail mughe kaise ghur kar dekh rahi hai...

Y/n priya ko dekhti hai jo un dono ko ghur kar dekh rahi thi, vo apne back se gun nikaalkar uske paer ke paas shoot karti hai.. Priya chillati hai aur tahir ke paas chali jaati hai phir Y/n bolti hai..

Y/n = apni nazre niche rakh varna teri aankhen noch lungi...

Priya tahir ko bhadkaati hai aur apni fake aanso show karti hai lekin tahir ka poora dhyaan Y/n par thi jo usse apni Kaatilana aankhon se dekh rahi thi. Tabhi vo bus ka horn sunte... Tahir apne soch se baahar aata hai, bus aakar unke saamne khadi hoti hai...

Aarvi = bye bye Y/n...

Aarvi bus par turant chadhti hai aur priya bhi tahir ko bye bolti hai aur bus me chadhti hai. Y/n apni bike dobaara start karti hai lekin iss baar tahir uska haath pakad leta hai. Vo apna haath vaapas leti hai aur bolti hai...

Y/n = teri himaat kaise hui mera haath pakadne ki..

Tahir = tughse zaruri baat karni hai tumse dopahar ko puraane kile me aa jaana...

Y/n = teri baap ki naukrani baithi ho kya.. Mai kyu maano teri baat..

Tahir = agar nahi aai to tere baap ko bol dunga ki to kal raat ko apne khet me beer pite baethi thi apni bahen aarvi ke saath...

Y/n usse shock me dekhti hai, tahir usse dekhkar smirk karta hai phir Y/n bolti hai..

Y/n = koi sabot hai tere paas... Are...

Y/n chup ho jaati hai jab tahir apne phone me uska phone dikhata hai jisme vo raat ko khet me baithkar beer pi rahi thi.

Y/n = kitne time...

Tahir = 3 baje aa jaana..

Y/n = ok...

Y/n apni bike start karti hai phir vaha se full speed me bike bhaga ke chali jaati hai, tahir uske disappearing figure ko smirk ke saath dekhta hai aur bolta hai..

Tahir = jab bhi yee mere paas aati hai dil me kuch kuch hota... Yee ladki tez khanjar ki tarah mere dil me direct attack kar rahi hai... Ekdam Kaatilana...

TO BE CONTINUE......

Yee saali ashiquiWhere stories live. Discover now