Year 1947
Tulsipur
RC HEVALI
Ek suhana din Tulsipur ki sadke humasha ki thera vyast hai har jagha shore hai pure desh mein azadi ki lehar chal rahi hai issi sab shor se dur hevali ke study mein ek 15 saal ki ladki aapne mein hi khoi hui hai
Are Pankhuri beta yeha kya kar rahi ho
Ha yeh hai Pankhuri Roy Choudhury
Pankhuri: ha dadu yahi hum study mein
Ksj : bilcull apni maa baap pe gai ho pura din Bass issi adhyan kakash mein rehati ho abhi to vidhyalaya khulne mein samya hai na
Pankhuri : ha dadu hai to par mujhe kuch samaj nahi aya ki kya karu
Ksj : acha to kuch nahi mila to kitab pakad lo ek to tumhare gadhe baap ne phela mere bahu ko kitabi Keeda bana diya aur aab tumhe
Pankhuri : dadu baba bolte hai ki kitab hi humari sabse pakki dost hai jo hume udna sikhati hai
Ksj : ha ha pata hai issi badlav ki soch le kar to bharat vapis aya tha
Pankhuri : ha aur issi badlav ke chalte baba ne maa se shaadi bhi ki thi maa baba ne bataya tha mujhe
Ksj : aur badlav laye bhi bahu ne had kadam pe apne Pati ka sath diya hai aur vo aaj yeha hai dakh
Ksj aur Pankhuri dono diwar pe lagi tasver ki terf dakhte hai tere baba ka dakha hua sapna tere maa ne pura kiya aur bane dono barrister babu
Pankhuri : dadu baba ne maa ka sath kabhi nahi choda na jab vo chaiye vo heera mandi ke samya ho ya fir Green wood se ladai
Ksj : tumhe yeh baat kisne batai
Pankhuri : maa ne ek bar sunai thi par aage kya hua vo nahi janti
Ksj : chalo aaj yahi kaam karte hai tumhe anirudh aur bondita ki Jeevan ke sangharsh ke bare mein batata hu sunogi
Pankhuri : shotti dadu
Ksj laughed: bilcull apne maa pe gai ho shotti ayo
Mein bhi hu dadu mujhe bhul gaye kya
Kaka aur Pankhuri ki nazar ek ladke pe padti hai 17 saal ka ladka jo bilcull anirudh jase kapde phen kar khada tha
Ksj : ayo Barkhudar tumhara hi intizar tha
Pankhuri : anant bhaiya ayo jaldi fir dadu hume maa aur baba ke bare mein bataynge
Anant : rahane do dadu aap mujhe bhi baba ki thera gadha hi samajte ho
Ksj : to tere baba hai hi gadha
Pankhuri : dadu aap shuru karo na batana
Ksj : ha to baat hai 1920 ki
Year 1920
Saurabh ki mrityu ko 2 hafta beet gaya saudamini jail chali gai aur mushi ji apni dono patniyo ke sath Tulsipur chod ke chale gaye bondita anirudh aur sampoorna vrinda van se laut aye the aur sampoorna aab roy Choudhury hevali mein rehane vali thi kaka iss baat ke liye razi to nahi the par apne bete aur bahu ke khushi ke liye na chate hue bhi unhe manna pada
YOU ARE READING
Anidita fly high
Fanfictionits a story about a couple Anidita and there struggle to change the society i hope you guys will like it ❣❣