Let's starttttttttt:The Hamdani house is no more chirpy because the sunshine of the house is lock in her room from past two days everyone is sad
Dado:Anjum tu bat kar naaz se teri bat to manti hai Woh
Anjum:Ammi mein kya kahu woh abhi sadme mein hai pehle ruqia Bhabhi ki yukdam death phir Bhai me Bhi Bachi per ak dam bomb phone Diya ab kya kare woh
Nayla:Kuch kha Bhi nahi rahi hai meri Bachi kal rat Khana bheja tha jb Lene gyi to adha Bhi Nahi khaya hua tha
Areej:mujhe naaz ki yad a rahi hai mujh se Bhi bat Nahi Kar rahi galti Kisi ki hai or saza hume mil rahi hai (having tears in her eyes)or kal final Ka first paper Bhi hai us Ka
Zulqurnain:Kuch smaj Bhi Nahi a raha kya karo mein
Haya came out with a strong black coffee in her hands
Zulqurnain:Haya coffee kis ke liye
Haya ignore him and continue walking then dado asked her she answered
Haya:dado naaz ke liye hai kal us Ka paper hai so parhna hai us ko albata parhanae Ka mahol Nahi hai lakin kya kare ab khud Ka khayal rakhne ky liye parhana Bhi hai
Zulqurnain:parho sirf is liye Ku ke is duniya mein logo se kadam Mila Kar chalna hai tumhara baap abhi zinda hai tumhary tahafuz ke liye
Haya:dikh Nahi raha baap or wese Bhi us ke pass or bhot lag hai dekh bal ke liye (eyeing Abida or Ariz)
Saying this she left
Abida:mein itna galat to Nahi Kiya thi or meri shadii pehle hui phir Ku
Dado:beta ghalat na Tu hai na Bache unho ne abhi apni maa khoi hai to is liye kharab mood hai
Abida:smajti Hu mein Amma g
After one day:
Everyone is having breakfast you can say that enjoying Ariz baby talks
Dado:Abida nashta Acha hai beta
(Yes todays breakfast is made by Abida naaz came out wearing a beautiful salwar kamez dado become quite seeing her)
Nayla:beta aj to paper hai na ap Ka chalo nashta Kar lo ap ne favourite aloo paratha bana hai ab me special rakhe he garam garam Abida ne
Naaz;kha Kar marna thori hai mene abhi itni jaldi to nahi appi mein university Ka rahi ho thori Der ho gi aj practical Bhi hai
(Said to Haya who is manching on her bread jam yes she also don't eat aloo paratha )
Zulqurnain:beta mein chod ao
Naaz:koi zroorat nahi agy Bhi khudi Karna hai abhi Bhi Kar le gy
Zulqurnain:beta ap ko koi zroorat nahi mein ho na
Naaz:g Nahi ap Nahi hai
Haya:naaz Ayan a rahe hai ap un ke Sath jao ap ki university mein un ki duty lagi hai paper checking ki
Naaz:okk api
Naaz left to her university and Haya to her room
At Malik house 🏡:
Anjum:pata nhi naaz gyi ho gi yeah Nahi university
Areej:mama gyi hai woh Asad Ka message aya tha
Anjum:Kuch khaya ?
Areej:Nahi mama Abida ne banaya (she is feeling hesitate calling Abid Mami)
Anjum:Areej Bari hai beta Mami Kaho unko
YOU ARE READING
Chupky Chupky
Short StoryA collection of short stories Main leads Shehnaz Gill Siddharth Shukla A series of Short stories Romance ,mafia ,czns love, arrange marriage or many more Plzz give a try to my book