Zindagi ,Ahsasat aur Main

50 8 2
                                    

Chapter :1
Zindagi aur Waliadain
Written by:Irha Afi

· I became what I'm today at the age of 13 .

· A story of a traumatized girl, having all around but feeling none .

· Always wanted to pen her life ,now I guess it's the time to share what she has been going through since the age of 6 .

· 15 year charming one trying to cope up with the life of 20s .

· Everyone doesn't go through same kind of life but may be they can relate a small part of themselves.

Sukha paiton ki tarhan roz bekharta hain ,magar phir bhii dill main banjar zameen pa parna wala ak katra ki talab main rooz behtakta hain . Har koye zindagi ko apna andaaz main samjhana chata haii .

Har koye tair haiii samjhana ka liya magar samjhna ka liya koyee bhii nahii . Jo zindagi ko maina samjha haiii wo sirf ak alfaz ka bairabar haii Marathon Race !

Zindagi ak Marathon Race ki tarhan haii jiss main har koyee bhaga chala jaraha haii begair kisi ki parwa kya aur ak hiii cheze ki talab main haiii paisa.

Paisa ki talash main loog asia paira hain jaise zindagi paisa ka naam haiii . Waladain ko paison ki talash apna noor ki zindagi ko behtar bana ka liya haiii . Akhir kyun wo apna ankhon ka noor sa yeh pochana bhool jata haii ka paisa mayeni rekhta haii yeh Kushiii ?

Jo maina talash kiya iss sawal ka jawab ak hiii payah ! Kushii

Kushi hoge to paisa ki qadar raite bairabar bhiii nahiii .

Ajeeb falsafah haiii zindagi ka sarii Zindagi insaan paisa ki talash main gumrah behtakta haii jab milta haii to zindagi ka waqat hii hathon ki lakiron sa chaain jata haii .

Zindagi main yun to subhi riston sa wabasta hoon magar phir bhiii kucd ko tanha hi pate hoon .

Wo ristah beskh walaidan ka ho behn bhaii ka doston ka yeh qarebe ristah daroon ka .

Har Rishta zindagi ka ak sabkh sikha kar jata haii . Walidan ka rishta intehaye Nayab hota haii ,Shaid Ristah ki baijaye mohabbat ka taluq khena zayada qimti haiii .Subhii Waladain waqat sa phela hii apni zindagi ko kho bethta hain .

Masal ka toor par maira walid mohatarm jinho na ullad ki mohabt main apna har kuch qurban kardiya agar ab bhiii unki ulaad unki din raat ki hoye kasano ka bairabar moshaqat ka sila nah dain to unka beullad hona hiii behtar hota .

Walda Mohtaaram ,wo ak nayab noor jo chamakti to haii magar ankhon main ansu lakar jo zakham pa zakhm khakar jeete haii Jo shaid kucd ko shadii ka baad hiii dafan kardati haii . Akhir main usa phir bhii yahiii sunna ko milta haiii . Apna hamra liya kiya hiii kya haii ? Bus ak khana banakar thak jate hain ?

Kyun akhir ulaad unki hasi ka pecha chupa hoa gum nahiii jan pate ?

Insub ka jawab ak hiii haii jab ulaad ko walidan samjhana sa inkar kardita hain to wo bhii kucd pa fataiha parlata hain .

Ankhon main ansu lakar jo hasta hain wo Walidan hiii hota hain aur un ansuon ka pecha chupi hoye waja unka rait ki tarhan bekhara hoa ulaad ka sath rishta hota haii .

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Aug 07, 2021 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Zindagi ,Ahsasat aur MainWhere stories live. Discover now