You and I

864 76 2
                                    

At evening..

Naira was sitting on mandap. Rahul, his family and Suwarna were also present there.
And wedding started..

Suwarna : Pandit ji ap shiru karen.

Rahul's mom : Han shiru kijiye. Suwarna ji baqi sab...

Suwarna : Arre ab chhodiye sab busy hain apne kaamo me.

Rahul : Mom chhodiye ye sab(to pandit ji) ap shadi shiru karen.

Ruk jayen.. said a person angrily.

Suwarna and Naira recognized the voice. Suwarna was shocked while Naira felt relief.

Suwarna : Manish ji ap!

Ishan : yaha kia ho raha hai maasi.

Manish : Naira beta tum apne room me jao. yaha sab mai dekhta hu.

Naira nods, wipes her tears and went to her room.

R.M : kia ap log bata sakte hain ye kia batmeezi hai. Mrs. goenka apne humari insult karne ki liye bulaya tha.

Suwarna : nhi aisa kuch nhi hai mai abhi Naira ko le kar aati hu. (to Manish)  ap toh apne room me jayen thek gaye hongay.

Manish : (angry)  Suwarna!!  band karo apni bakwaas. or ap log kon hain. sharam nhi aati aik married ladki ki shadi ap apne bete se kara rhi hain. bahu hai ye iss ghar ke mere bete ki biwi.

R.D : hume kaise pata hoga ke ye kon hai. apki Mrs. ne kaha ke ye inke ghar mai maid hain. bachpan se apne pala hai isse or ab iski shadi karana chahte hain.

R.M : toba hai waise sharam toh ap logo ko aani chahiye ke apne hi bete ki biwi ki shadi... chee chee. soch kr bhi gussa aa rha hai. kitna naam suna hai humne apka tv pe. or ye hai apki reality.

Manish : Suwarna kia ye sach hai?

Suwarna : Manish ji jo ho rha hai hone de. acha haina isse jaan chut jayegi. waise bhi iski waja se-

Manish : (raised his hand and was about to slap her)  Suwarna!!

Ishan hold his hand.

Ishan : Uncle plz ye mat kijiye. (to everyone ) or ap sab kia tamasha dekh rahe hain jaye yaha se.

Everyone left in ager.

Manish : Ishan isse kaho meri nazro se dur hi jaye.

Suwarna : Ap plz meri baat -

Ishan : Massi ap mere sath chale apne room me.

___________

At night..

It was raining with thunder storm. Naira was sitting on a bench. She was drenched and shivering. She closed her eyes , a lone tear escaped from her eyes. She was feeling lonely .
Suddenly her heartbeat increased.

Naira : ye kia ho rha hai. kuch hone wala hai. mera dil kitni zor se dhadak rha hai or phir ye tofan.. Kartik.. She whispers.

Suddenly she heared the door bell .

Naira : (confused) Iss waqt kon hoga.. she wiped her tears. don't know why but she goes and open  the door.

Her eyes widened when she looks at the person standing in front of her.

Naira : Ka..ar..t...ka..ar..tik.. kar... she was crying uncontrollably. She touched his face.

Naira : (shouts)  Uncle!!  Ishan!  kaha hain sab. uncle!!

Kartik : (hold her hands and closed his eyes)  Naira ye main hi hu.

He immediately hug her tightly and sobbed in each other arms.

Pehli Si Muhabbat (Completed) Where stories live. Discover now