Anirudh return to Tulsipur

1K 46 2
                                    

In devipur

Mami - Bondita ohh bondita kaha maar gayi

Bondita - Aa rahi hu na mami kitna chillati ho aap aa rahi hu

Mami - accha toh ab mai chillati hu 😒

Bondita - accha ye sab chodo aur batao kya kaam hai

Mami - hum tera vivah karwa rahe hai sampoorna na ke saath toh chal hamare saath kharidari karne

Bondita - kya mera vivah
Maa maa

Maa - kya bondita

Bondita - maa kya ye sach hai ki tu mera vivah karwa rahi hai

Maa - haan bondita dekh vivah toh ed din sabko karna padta hai
Jaise teri sampoorna didi bhi toh jaa rahi hai na vivah karke

Bondita - par maa ko chod ke koun jana chahega ( hugging her )

Maa - beta dekh mai tere saath aaungi tere sasural shotti

Bondita - shotti maa toh fir mai karungi vivah

Mami - thik hai toh chal ab bazar

Bondita - haan chalo mami

Sampoorna - Bondita ab toh mera vivah tere saath hoga 🤩

Bondita - haan didi

In Tulsipur

Kaka - are Bihari vo mithaiyun ka dabba lao jaldi

Bihari - aaya malik

Som - kaka shant ho jayiye
Dada ke aane tak sab ho jayega

Batuk - haan kaka chinta mat kariye mai hoon na

Kaka - tum ho issi baat ka toh dar hai ki kuch kaam karoge hi nahi

Batuk - kaka aap mujhe aise nahi chidha sakte

Som - hahahahaha 😂

Binoy - are daa sab taiyaari ho gayi na Anirudh aata hi hoga

Anirudh - baba aata hoga nahi aa gaya

Sab gate ki taraf dekhte hai

Kaka - are hamara beta aa gaya
Bihari ohh Bihari jaldi aarti ki thal laao

Bihari - ji malik

After aarti Anirudh enters the home and touches kaka and baba's feet

Kaka - Anirudh ab jaake thoda aaram karo
Fir hume na mandir jaana hai aur suno sab chalenge mandir

All - ji kaka/daa

All goes to there room for rest

Here in devipur

Mami - sampoorna aur bondita tum dono ko aaj humare saath Tulsipur ke mandir bhi jana hoga

Bondita - kya mami abhi toh bazar khatam nahi hua aur mandir bhi jana hai vo bhi Tulsipur ke 😮‍💨

Sampoorna - bondita jana toh padega dugga maa varna humse naraz nahi ho jayengi kya

Mami - aur tu nahi jayegi toh tujhe chich ke le jaungi samajhi 😡

Bondita - haan didi tu sahi keh rahi hai chalenge apan sab mandir

Sampoorna - toh chal jaldi se

Bondita - haan

Sab intezar karo next part me bahut maza aane wala hai 😉

Precap - Gondogol by Ani

ANIDITA - PYAAR YA ZIMMEDARI Where stories live. Discover now