Chapter-3

1.2K 106 6
                                    

After some time Nandini come to Savita aunty and talk to her .
Savita - Nandini mera ek kam kar do . Jakar Manik aur abhi ko tiffin de aao.
Nandini - Ji aunty main chali jati hoon .
Savita aunty give Nandini tiffin for abhi and Manik. Then Nandini go to Manik and abhi workplace and see someone scold Manik . Seeing this Nandini is getting angry and said to the person.
Nandini - Excuse me why did you scold him.
Person - Kyunki isne mera order thik se complete nhi kiya. Actually galti meri hi hai mujhe aise logo ko order dena hi nhi chahiye tha. Bol toh sakta nhi hai kaam kya karega .
Nandini - Enough agar aap apne ek aur word bola toh mujhse bura koi nhi hoga . Aur Manik bhi aap jaise logo ka kaam nhi karega jise baat karne ki tameez tak nhi hai. So it's better you leave here right now .

Seeing this Manik is trying to stop her but Nandini did not listen him. The person is leave for there with angry face.
Manik see her and wrote something to a paper .
Manik - Ye kya kiya tumne tumhe itna gussa karne ki kya zaroorat thi.
Nandini - Woh tumhe bina baat ke scold kar rha tha aur main kuch nhi bolti. Aur mujhe kya tumhe unhe answer karna chahiye tha . Manik har baar chup rehna sahi nhi hota hai.
Manik - Aur har baar gussa karna bhi sahi nhi hota hai. So relax .
Nandini - You know what tumse baat karna hi bekar hai. Savita aunty ne lunch bheja hai kha lena .
Saying that Nandini leave for there.

Abhi come and see her and asked Manik .
Abhi - Nandini yaha kyun aayi thi aur yeh itna gusse main kyun gyi .
Manik tell everything to abhi .
Abhi - Bahut sahi kiya usne aise logo ke sath aisa hi hona chahiye tha.
Listen this Manik did not said anything.

In night everyone doing dinner in Savita aunty home .
Nandini - Main soch rahi thi ki main koi job kar leti hoon .
Avni - Bahut acha idea hai nandini . Jaha main kaam karti hoon na waha ek post khali hai to tum waha join kar sakti ho.
Nandini - Fine then main kal hi tumhare sath chalti hoon.
Then everyone doing dinner but Nandini is still angry on Manik.

After some time manik come to Nandini home and give her some packets and wrote something to a paper.
Manik - Isme kuch clothes aur jaroori saman hai aap ke kaam ayegi .
Nandini - Thank you give me your phone .
Listen this Manik give his phone to her .
Nandini save his number to his phone.
Nandini - Tumhe jo bhi kehna ho woh mujhe message kar dena.
Listen this Manik smile and leave for there.

After some time Nandini phone ring and she see its Manik message.
Manik - Har kisi se fight karke use dushman banane se acha hai ki thoda chup rehkar use dost bana liya jaye. Waise bhi is duniya main dost bahut mushkil se milte hai.
Read this Nandini smile .
Nandini - Maine life main bahut se log dekhe hai lekin tumahare jaisa nhi dekha . You are different Manik and that's why you are special.

Manan FF - My Shinning StarWhere stories live. Discover now