part 5

1K 63 3
                                    

The same night
Bondita was sitting in the terrace and was watching the stars when Aniruddh came

Aniruddh-Bondita tum soyi nahi abb tak

Bondita-Aap se matlab mai jo bhi karu

Aniruddh-Bondita meri baat maan lo mat jao london please mai nahi rah pauga tumhare bina

Bondita-Ab ye sab bolne ke liye bohot der ho chuki hai barrister babu ab aap apni zindagi mein khush rahiye aur mujhe meri zindagi mein rehne digiye

Aniruddh-Bondita tum kyu nahi samjhti ki tum hi to meri zindagi ho meri jeene ki wajah ho main kaise rahuga tumhare bina

Bondita-Samaj ligiye ki main mar chuki interrupted by Aniruddh

Aniruddh-Himmat bhi mat karna aisa bolne ki tumhe meri kasam

Bondita-Apko mujhe bhulna hoga aur yehi hamare liye sahi hai good night

Aniruddh-Bondita meri baat to suno
Aniruddh followed her and suddenly back-hugged her and whispered in her ears
Aniruddh-mai tumhe khabhi nahi bhul sakta tum meri har saans mein ho aur ha ek baat yaad rakhna tum meri thi meri ho aur meri rahogi

Bondita slightly pushed him and said
Bondita-Apko mujhe bhulna hoga aur bhale hi main apki thi par abb mai Som ji ki hu aur hamesha unke hi rahugi unka saath dugi
And left the terrace

Aniruddh-(in his mind) chahe tum kuch bhi karlo main tumhe london nahi jane duga ye mera waada hai khud se aur tum sirf aur sirf meri ho aur kisi ki nahi

In the morning
Everyone was sitting in the dining area and we're chatting

Aniruddh-Kaka main wo wo main

Kaka-Are kyaa wo wo laga rakha hai bol na kya hua

Aniruddh-Kaka wo mera transfer letter aya hai london se waha ke law college ke professor banne ke liye to mai kal hi London jaraha hu

Listening this Bondita was shocked
Bondita-Som ji hum london nahi jayege

Som-Bondu kisi aur ke liye tum apna career spoil mat karo aur hai banege ye college ke professor par aab inse (pointing towards Aniruddh) hum koi rishta nahi rakhege siwaye ek so called professor ke rishte se

Bondita-Sahi kaha apne Som ji hum kal hi jayege aur Kaka hum inse apne sare rishte todte hai

Kaka-Thik hai bahu iski yehi saza hai

Aniruddh had tears in his eyes

                  ~~~~~~~~~~~~~~

Hello readers this is you writer
Taha Ahmed
Sorry for late updates actually I was having my examination
But now I'll post regularly
Please support me

Manorama ya Bondita ?Where stories live. Discover now