Two strangers becoming life partners
Kya pyaar khil payega pranbir ke beech ?
Kya dono khul ke baat kar paenge ek dusre se ?
Janne ke liye padhiye arrange wali love story ❤
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Continuing
Pinky: isliye toh main sochu ki prachi beta itna ghabra kyun rahi hai ...kya hogaya prachi yeh toh sab hota rehta hai aajke zamaane main ,yeh 90's wala zamana thodi na hai
Ranbir comes downstairs
He sees all giving teasing smiles to him except prachi
Ranbir : arey kya hua aap sab muskira kyun rahe hai ? ....batao na
No response
Ranbir : prachi tum batao kya hua yeh sab itne muskura kyun rahe hai ?
Pragya : prachi itna ghabra kyun rahi hai tu ruk main batati hoon .....ranbir beta hum isliye has rahe hain ki jo hua hain upar abhi kuch der pehle tumhare aur prachi ke beech usko leke has rahe the
Ranbir looks down in shyness
Pallavi : ab chal itna sharma mat ...sab aajao breakfast taiyaar hai ...tarun ?
Tarun : ji mam
Pallavi : sabke liys breakfast laga do please
Prachi : maa ...main karti hoon
Pallavi : prachi jab tak teri shaadi nahi ho jaati tu koi kaam nahi karegu samjhi ?
Prachi nodded and smiled
All sits on dining table and have breakfast
Prachi went near Pragya but before she could sit shahana sat and pragya was in middle of pallavi and shahana ...pragya saw prachi
Pragya : prachi....beta tu ranbir ke paas baith ja waha chair khali hai
Prachi looks at ranbir who was already looking at her