41 : Mukhi is hurted

170 42 22
                                    

Anjali : yee priyashi...pregnancy ward main🧐....yeh waha kya karrahi thie...dekhna padega...

(She cames near priyu.....😶)

Priyu : kyaa huaa dii kaise hain?....woh theek to hainaa😶

Anjali : tere dii ka pata nahi...par mujhe tera yeh harkat theek nahi lag rahi hain......

Priyu : kyaa kehna chahti hain....saaf saaf kahiyee😬

Anjali : tuu Pregnancy ward main kya karrahi thie🧐....bataa

(Priyu gets shocked🤯)

Priyu : woh yee kya bol rahi hain...aap..matlb kuch bhi...hum kya karengen waha jaake..😶

Anjali : mujhe mat sikha....maine tujhse bade bade...jhoot bole hain...sach bataaa🧐

Priyu : woh diii ke baare main puchna thaa...isliyee😶

Anjali : Accha baata....agar tu mukhiyain ke baare main puchne gyen thie...tu kya puche🧐

Priyu : humare pass aapke faaltu sawaal ka jawaab nahi hain...hume dii ke pass jaana hain😶.....

(And the conversation ends....priyu goes from there..)

Anjali : yee kuch to chupaa rahi hain....par kya hosakta hain...kahin yee preg.....to nahi🤨....chodo agar hogi to pata hi chal jayenga....ab anjali tera...nazar sirf priyu ke harkaato par rahegi....agar yee pet se hoge to....yeh harkat to ajeeb hi karegen😏....Chal chod aaj se tera ye mission chalu.....

(On the other side..... doctor se puch kar purvi ko ghar le aate hain....And ab woh apne kamre main hoti hain☺)

Mukhi : maine tanne kitna baar samjhaya hain ki....yaaha waha ghooma mat kar aaram kar....lekin yee chachundari ko mere baat kaha samjh main aawegen😒.....agar tanne kuch hojata to...😶

(Purvi holds her hand😘)

Purvi : aapke hote huwe hume kuch hojaye....aisa ho nahi sakta☺

Diya : yeh romance raat main karnaa....😂..abhi main points par aao🤣

Mukhi : kaisa points🤨

Diya : Aree yahin ki...purvi ko konsi cheez se bachna chahiye...aur humare mission ka naam rahega...purvi bachao mission😃

Mukhi : bawari bachao mission😅.

Diya : aree tujhko purvi naam se kya nafrat hain...jo humesha...iss samajdaar ko bawari bawari karta rehta hain🤨

Mukhi : koi nafrat wafrat naa hain manne...yeh to maine pyaar taa iska naam "BAWARI" rakha hain😘

Diya : iska to aur...virendra tera 2 min.. Nahi hota hain ki tu pyaar mohabbat...kiss..wiss par pahuch jaata hain...aur koi kaam hain ki nahi😂

(Purvi gets shy...🙈)

Mukhi : Aur aapka kaam kya hain.....apna to abhi tak kuwaari ho......aur hume samjharaahi ho😶

Purvi : haa diii..hume lagta hain ki...aap ko saare couples se jalan hoti hain😂...

Diya : Nahi hume kyu hogi....hum kaun hote hain jalne wale......waise bhi "I AM SINGLE....BUT NOT READY TO MINGLE AT ALL"😏

Mukhi : Waise bhi...aapse naa koi aab kuch naa karne wala....kyun hainaa bawari...buddhi se shaadi karke apne zindagi kaun barbaad karna chawega😂😅

Purvi : Hmmm diii...agar aap shadi karna naa to aapne umar waale ladke se karnaa......Mere jaise...dhoke main mat fass jaana....pehle mujhe dekh lena😂...

Mukhi : kehna ke chahti hain tu😶🤨

Purvi : yaahin ki jaise humari ek buddhe se shaadi hogye hain....Lekin dii...hum duaa karengen ki aapko jawaan ladka naa mile...kyunki phir hume bohot jalan hogen😅

Diya : Accha😂🙈

(Mukhi ko bohot hi zyaada bura lag jata hain...and phir woh waha se bina kuch bole nikal jaate hain....😖...)

Mukhi in mind : kahin main sach main bawari ke liye buddha hun....kya sach main bawari...mere iss rishte main "MANN" se naa balki "DHOKE"se jodi hain......wajah chahe jo kuch bhi ho..agar aaj bawari ne meri...mann aur dil dono ko dukh puhchaya hain...main usse kabhi naa maaf karne wala😠😶.....

(On the other side.....)

Diya : yeh virendra ko kya hogya tha...aise achanak se kyu chala gaya?....

Purvi : pata nahi?....🤨

(Then purvi...ko realise hota hain ki usne kya bole hain....mukhi ko...😶)

Purvi in mind : yeh kya bol diya humne mukhi jiii..ko yee jaante huwe bhi ki unhe umar ki baat se kitna bura lagta hain🤐....Ab faaltu main 2 3 din kroor singh ban ke rhegen😶

Diya : kyaa huaa...raat main unhe kaise manana hain...uske taiyaari abhi se chalu😅 .....

Purvi : kyaa dii aap bhi naa...😅

(Purvi was very awkard....don't know to do....but still she was tensed...on the side mukhi was hurt😖)

Chalo aaj ke liye itna hi...so comments main batao ki kaisa laga aaj ka part?

Till then tata bye bye

PURVIR --Eternal souls 🦋Where stories live. Discover now