Anu meets Haseena

865 57 34
                                    

Hello guys!
Kemon acchen apnara ? Asha kori bhalo achen.

Kya? Samaj mein nahi aaya ?
Accha main samjhati hu.
Maine bola ki kaise ho aap sab? Asha karti hu ki acche hai.
Ab comment karke batao ki kis language ki maine bola?
To aur baketi na shuru karte hue shuru karte hai aaj ka part
********************

Its been two weeks now that Anubhav had been discharged from the hospital. Maa and Karan have bonded  very well by now. Also Karan has become a part of mpt family. Maa and ammi know everything and Haseena , Ss and Cc have not yet come infront of Anubhav . Karan and Lalla are now a brotherly figure to Haseena and our brother-sister duo, Anushma have come even closer.
Anubhav is fully fit now and he is joining duty today.
He had been really happy when he got the news that his application of desk duty had been approved.
In these two weeks , both Karan and Karishma had trouble handling Anubhav's questions but still somehow answered without getting him to suspect them .
The most tedious job was to get him to believe that it was 2021 and not 2020 . They blamed most of it on the accident and his health condition which he accepted it after several rounds of arguments.
The Doctor had also given them permission to start trying to get his memory back.
Now let's jump into the scenario at Anubhav's house.
It's 9 'o' clock.
As: Bas behna bas.. aur kitna bolengi aap... Subah 6 baje se aap hume kaise chalna hai nahi chalna usi ke nirdesh diye ja rahi hai
Ks: to aur nahi to ka kare hum....apko apna Dhyan rakhna aata kaha ...jabse accident huwa hai kitna laparwah ho gai hai har baat yaad dilani padhti hai apko
As: ese bilkul bhi nahi hai
Maa: kya esa bilkul nahi hai... nalayak kahi ka..thik hi to keh rahi hai meri bacchi
K: (entering from the main door) aur nahi kya maa ...apne na isko bilkul sahi naam diya hai pure iske behaviour se milta hua  ...'nalayak'🤭🤭🤭🤭
As: woh kaise shreeman 🤨🤨
K: woh aise ki abhi already 9:15 ho raha hai aur tujhe commisioner sir ko das baje report karna hai par tu abh bhi yaha kade hoke guppe lada raha hai to tujhe late hone se koi nahi bacha sakta
As: lagata hai tumhari bhi smaranshakti kam ho rahi hai ..usi karan tum bhul rahe ho ki yaha se mukhyalay jane mein sirf 20 se 25 shan lagte hai
K: par raste mein to tujhe rukne bhi hai na
As: Aur kyun rukna hoga hume raste mein
K:
**Flashback:
Previous night hm,ks,ps,cc,ss and k were present in thana
Ks: Madam sir u..hum doctor ke pas gaye the bhaiya ke tabiyat ke bare mein baat karne to unhone kaha ki bhaiya ko bhuli hui yaade wapas dilane ka prayas shuru karne
(Hm opened her mouth to say something but ss interfered )
Ss: Karishma madam lagta hai apko na abh Anubhav sir se 6 feet ki duri banai rakhni hogi
K: kyun ss Anubhav ko covid hogaya kya
Ss: Nahi nahi Karan sir...(K glared) oh sorry...I mean bhaiya Karishma madam ko sir ki hawa lag gai . Woh bhi sir ki tarah shudh hindi mein baat karne lag gai hai aur mujhse itni der dictionary pakdi nahi jayegi bohot bhari hai na aur agar dono ke hindi ko translate karne keliye Google ka use karne lagi to mera data pack pura khatam ho jayega 😟😟
Cc: uff yeh masumiya...aaaah
(Yeh pada Ks ka danda)
Ks: Mana kiye the na masumiyat ka??!
Cc:Sawry madam.. sawry( in his epic style)
Ks: aur woh toh flow flow mein nikal gaya...wesi sahi kaha santu tumne anu bhaiya ka hindi dimag ka dahi kar deta hai ...pata nahi madam sir shadi ke baad aap bhaiya ko kaise jelengi?
Hm: hmmm....ks shadi baad mein karwa lijiyega pehle unki yadasht to wapas laye.
Ps: par Maddam sir yeh hoga kaise?
Hm : hoga Pushpaji ! Humare paas humara pehla plan ready hai
K: to bataiye hume
Hm: to suniye......
(Age padho pata chal jayega 😁😁)
.......to sabko samaj agaya kya karna hai
Everyone : ji
Ss: wese manna padega Maddam sir kya plan banaya hai aur apki entry to usse bhi dhamakedar hai
***Flashback ends.
As: (shaking K ) oo shreeman kaha kho gay
K: k..kahi nahi
As: to batane ka kasht karenge ki kyun rukna hoga hume raste mein
K : woh..woh nahi..mera matlab tha ki agar raste mein kuch gadbad ho gai to ...matlab musibat bol ke thodi na aati hai
As : oh acha ..nahi tumara sujhav bhi uchit hai ....toh phir hum nikalte hai maa (touching her feet)
Maa: khush reh mera baacha ...(slowly so that as could not hear ) aur bhagwan tujhe aur Haseena ko jaldi hi ek kar de
As: (to ks)behna hum nikalte hai aur phir apke thane mein to visit ke liye aana hi hai. (To everyone)Chalte hain .

With this As left. K immediately called someone and informed about As's departure.
*********
Scene cuts and a deserted road is shown .
As shown closing the bonnet of the car.
As: abh yeh vahan to chalne se rahi (sighs) ....chalo Anubhav ab kisi ki sahayta leni padegi kyunki tum to durbashyantra rakhte nahi ho ..sahi kehti hai behna rakh lena chahiye Hume durbashyantra parantu abh kare bhi to kya hum , itne nirjan sthal pe hume vahan milega kaha se !
( Aur tabhi aate hai ghode ki awaz ((*yeh hindi mein likh rahi hoon nahi to feel nahi aata *))
Anubhav us taraf dekhta hai aur ...aur  dekhta hi reh jata hai 😳😳😳
Ghode ke pith pe chadi hui ek ladki hoti hai jo tivr gati ...oh sorry...I mean high speed mein horse riding karte huye Anubhav ki taraf aa rahi hoti hai!
Uske baal khule huwe , hawa mein udh rahe hote hai, usne ek white shirt , brown jeans aur black boots pehne hote hai.
Guess karo kon hai??!

Sahi pehchana are apni heroine , Haseena Mallik hai!

To Hm ghode ko As ke samne rokti hai aur niche utarte
In sab mein As apne dream world se wapas ajata hai)
Hm: Adaab janab !
As: aaa..Adaab !
Hm :( looking at As's jeep ) lagta hai  apki gadi kharab ho gai hai agar aap kahe to hum apki madad kar dein
As: ji apka bohot bohot dhanyawad , par aap humari madad karengi kaise ?  Apko gadi thik karna ata hai?
Hm: Nahi nahi hum woh nahi keh rahe , hum to apko humare ghode pe lift dene ki baat kar rahe hai the
As : yeh bhi uchit sujhav hai kyunki hume shiighr ati shighr Lucknow headquarters jana hai
Hm : (getting up on horseback and giving As a hand to get up) to chale
As: ji ( with this he held Hm's hand and sat behind her )
(At first As was confused as to where to hold for support , hm sensed it and told him to hold the reins lightly along with her.Then they started off.)
( All along the path As and Hm were mostly silent. )
( For Hm, she was just enjoying her love's company and their closeness and for As , he had mixed emotions. For once something seemed to tug at the back of his mind but he shook it off and focused on the path.)
(They reached headquarters and As got off.)
As: Apka bohot bohot dhanyawad aa..apka to naam hi nahi pata hume
Hm : koi baat nahi Anubhav ji jab dobara milenge tab pata chal jayega
As : apko humara naam kaise pata
Hm: are apke badge pe hi to likha hai
As:ohh....aur apko aisa kyun lagta hai ki hum dobara milenge..
Hm : bas aise hi , you know sixth sense
As : oh
Hm: accha...toh hum chalte hain.
(With this she turned her horse around and started riding away)
(As just took a one last glance at her evading image , sighed and entered headquarters)
*******************
Toh aaj ka part yahi khatam huwa .
Uff...main to likhte likhte thak gai .
Yeh Mera aaj tak ka sabse lamba part hai !
Kal update na dene keliye sorry haan woh kya hai na mein thoda confused thi ki in dono ko milana kaise hai.
To kaise laga yeh part comment karke zaroor batana!
Errors keliye sorry aur padhne ke liye thanks ❤️
Aur dekhte rahiye Maddam sir on TV only on Sony SAB at 10:30 pm from Mon-Fri and from 9th October Mon-Sat.
Tab tak keliye bye!
-aap sabki pyaari anonymous author!

It Ends With Us...Where stories live. Discover now