BS-Hum dono aab chalte hain
HM, Ks-Jai hind
AS,BS-Jai hind
(ANUBHAV CAME OUTSIDE KAREENA WERE STANDING IN THE GATE)(IQBAL AND BADNAAM AGAIN STARTED PLAYING THIS PART OF HUMKO RULA DIYA SONG)
Haan, Tu Judaa Ho Ke Jaane Kyun Mila HaiSab Le Gaya Mujhme, Baaki Kya Raha Hai,
Aise Haalat Hai Ki, Kuch Kar Nahi Sakte,
Bin Tere Jeena Hi Kya, Mar Bhi Nahi Sakte,
Ae Ishq Tune Kya Se Kya Kiya Aa
Humko Rula Diya, Humko Rula Diya
Phir Se Aaj Yaara, Ye Dil Dukha Diya,(ANUBHAV CAN FEEL THE LYRICS BUT HASEENA WAS EXPRESSION LESS)
KS-Ama tum dono ko toh aaj she slapped Iqbal and badnaam phirse agar dekhe na k radio baj raha hain maiyya kasam tum dono ka ghanta baja denge
Hm-Karishma singh andaar aajaiyye bohot kaam hain
KS-ji..ji maddam sir
(HASEENA WAS IN HER CABIN )
(KS WAS IN HER OWN WORLD)
PS-karishma maddam kya hua aapko
KS-Pushpa ji senior junior se hatke hume aapse baat karne hain
PS-Maddam Sir aur Dsp sir k baare mai hain naa
KS-Haa,Amma aaj maddam sir ne esa behave kara k unnke andaar kuch bacha e nhi ek baar bhi gussa nhi kiya ,royi nhi ese behave kar rahi hain jaise koi khilona(toy) ban gayi hain yeh saab accha nhi lag raha hain hume
PS-Accha lagega bhi kese aap maddam sir se itna pyaar jo karti hain unnko khud k hero jo manti hain aur dusree taraf dsp sir aapka bhai aapka adarsh(idol)hain ek taraf hona asaan toh nhi hoga
KS-Amma hum kare toh kaa kare dimaag mai kuch nhi ghus raha hain
PS-Aap Duty k baad dsp sir se baat kariye aur rahi baat maddam sir ki woh chinta hume bhi horaha hain wo saab gum chupake chehre pe hasi k mask pehen k rakhi hain aap jaiyye aaj baat kariye dsp sir se
KS-ji amma
(AT HEADQUARTER ANUBHAV CAN'T CONCENTRATE EVERY WORDS WERE COMING IN FRONT OF HIM LIKE FLASHBACK)
AS-Yeh hume ho kya raha hain ,yeh saab soch k faydaa kya hain galti humara hain wo hume kabhi maaf nhi karenge aur hum maafi k layak bhi nhi hainhumne unnka dil 2 baar dukhaya hain lekin wo itni normal gussa kyu nhi kar rahe hain humpar .
(HE WAS BURNING IN HER COLD BEHAVIOUR )
(MPT AT NIGHT)
KS-Maddam Sir kaam toh saare khatam ho chuka hain toh aab ghar jaiyye pushpa ji nikal chuki hain unnko thora kaam tha issliye aapko hum chod de sakte hain
HM-Aapko fikr karne k koi zaroorat nhi hain hum chale jayenge wese bhi aaj aapke bhaiyya laut e hain itne din baad unse bhi milenge
KS-nhi milna unse hume baad mai mil lenge
HM-Accha accha chaliye
(In car)
KS-Maddam sir aapko ek baat puche yeh senior junior k rishte se bahar aake
HM-puchiye
KS-Aap anu bhaiyya k upar gussa kyu nhi kar rahe hain aap itne shant kyu hain maddam sir ?unse ek baar k liye bhi nhi pucha k aapko batake jaate toh kya hota ?Aaj bhi aap keh rahe thi k woh koi sagai tha e nhi kya sachmai aap saab bhoola chuki hain ??
(HM WAS SILENT)
KS-boliye na maddam sir
(HASEENA TOOK HER SUNGLASSES)
KS-Raat mai sunglass pehenke kya karenge maddam sir hume pata hain aap saab chupa sakte hain aapke aankhe nhi
Hm-Karishma singh woh desh k khaatir mission mai gaye the aur pehle baar toh mission k liye hume use kiya tha issmai toh hum lucky hain naa k desh k liye important role play kar rahe hain
KS-Maddam Sir yeh koi important role play karna nhi hain haa mante hain k unhe desh k khaatir jana pada lekin dil naam k bhi toh chiz hain naa woh aapko pehlei bata dete k unhe aab sagai nhi karna hain toh...
HM-Humara ghar aachuka hain karishma singh gadi rok dijiye
KS-ji ji
HM-kaal MPT mai milte hain jai hind
KS-jai hind
(Haseena left)
KS-Yeh toh kisika galti mann nhi rahi hain ese patthar k tarah baat kar rahi hain jaise yeh saab innke naasib mai e hain hume anu bhaiyya se baat karna parega
(HASEENA IN HER ROOM)
SHE SITS BESIDE THE WINDOW AFTER GETTING FRESH
(ANUBHAV WAS ALSO SITTING BESIDE THE WINDOW OF HIS ROOM AND LOOKING AT THE MOON)
HM'S POV-Naseeb ban kar koi Zindagi mai aata hain phir khwaab ban kar aankho mai sama jaata hain yakeen dilata hain ki wo humara e hain phir na jaane kyu waqt k saath badal jaata hain(AFTER HER BROKEN ENGAGEMENT SHE AGAIN BROKE INTO TEARS NOW)
AS'S POV-Zaruri toh nhi jeene k liye sahara ho ,zaruri toh nhi hum jinnke hain woh humare ho kuch kashtiya doob bhi jaya karti hain,zaroori toh nhi har kashti ka kinara ho(TEARS WERE ALSO FLOWING FROM HIS EYES)
(SUDDENLY ANUBHAV'S DOOR BELL RANG)
(HE WIPED HIS TEARS)
AS-Iss samay humare ghar mai kon ho sakta hain (HE OPENED THE DOOR)
(IT WAS KARISHMA SINGH)
AS-Karishma Singh aap humare ghar mai raat ko kyu
KS- Hum off duty hain aur hum yaha humare anu bhaiyya se milne aaye hain Dsp Anubhav Singh se nhi
AS-Itni raat ko behna humare ghar?
(KS HOLD HIS COLLAR)
KS-Kyu kyu laut k aaye hain aap anu ?Chale gaye the yeh kehke k aap kabhi nhi aayenge lekin aap aagaye phirse laut k aana tha toh maddam sir ko bata dete kyu harbaar maddamsir k dil todte hain aap ?Aap wo anu bhaiyya hain naa jo kehta tha bharosa todna mat kabhi toh woh humare adarsh anu Bhaiyya ne humare maddam sir ko 2 baar tod diya kyu ?
Anu aab hume naa esa lagta hain k galti aapk nhi humare hain k humne unhe sach nhi bataya(TEARS WERE FLOWING FROM HER EYES)Aab jab maddam sir k saamne jaate hain naa khudko gunnah gar lagta hain .Humne kaha tha na anu pata nhi kesa rishta hain unnke saath kabhi kabhi mann karta hain unnke par k zaamin khisak le aur kabhi kabhi mann karta hain unnke neeche asmaan rakhde .Wo Akela iss sheher k hero nhi hain wo humare bhi hero hain.Kyu anu kyu hum nhi dekh pa rahe hain aapko unnke nazro mai ese dhokebaaz k taarah hum nhi mann pa rahe hain wo humare anu bhaiyya k liye itni dukhi hain.(SHE BROKE INTO TEARS AND HUGGED HIM)
AS-Behna hum..hume bhi nhi paata tha k hum zindaa laut k aasakte hain Agar hum nhi laut te toh woh kabhi kisi k saath khud k Zindagi nhi beeta sakte
KS-Kya aapko lagta hain k aap nhi batake chale gaye the iss liye woh kisi aur k saath khushi khushi Zindagi beeta de sakti thi batayye anu bhaiyya wo aapko chahti hain aur aapke jagah woh kabhi kisi aur ko nhi denge .Aur aap batayye kya aap kisi aur k saath khush reh sakte hain
AS-Behnaa
KS-Nhi naa toh Anu bhaiyya aap humare bhai hain aur maddam sir se ek ajeeb rishta hain wo humare hero hum unke nazro mai aapk liye dhokebaaz k tag aur aapke nazro mai unnko dhoka dene ka gum nhi dekh sakte yahi kehna tha hume issliye aaye hain aaj yaha hume nhi paata k aap kese suljhayenge yeh uljhaan ko lekin suljhana aapkoi hoga hum chalte hain (SHE LEFT BY GIVING HIM THOUSANDS OF QUESTIONS)
(IN MORNING AT MPT HASEENA WAS IN HER CABIN BAAKI SAABKA REGULAR ROUTINE AND DSP ENTERS)
EVERYONE-Jai Hind Sir
AS-Jai hind Haseena ji...Humare kehna ka matlab miss mallik kaha hain
HM-Jai hind sir (she was avoiding direct contact with him)
As-Miss Mallik woh..
SOMEONE FROM BEHIND-Haseena ji
HM-Aap??
(THE MAN HUGGED HER EVERYONE WAS SHOCKED SPECIALLY ANUSHMA)
THE MAN WAS NON OTHER THAN AVTAAR KAPOOR(AK) TEMPORARY BOSS OF KARISHMA SINGHPrecap-
AK-Aap aayenge naa (he holds her hand)
Author-CHALO SAABKA ADHURA KHWAISH MAIN PURI KARNE WAALI HU😁😁🤣
![](https://img.wattpad.com/cover/285632662-288-k11685.jpg)
आप पढ़ रहे हैं
MANZIL-Can I get a chance
FanfictionSo the story will start from the current track Santosh is out of coma now but she is taking rest so full MPT is taking care of her and anubhav is back,now the question is KYA HAIN INNSAABKE MANZIL HUMESHA K LIYE SAATH YAH PHIR ...peep in to know