Dhalti saanjh

353 44 60
                                    

Rakshit shergill:- 45 year old nice man

Drishti Shergill:- 42 year old wife of rakshit..

Dreev:- 18 year old son of drikshit..









Story start..



In airport..



Rakshit:- dreev.. apne sare ducuments rakh liye na..

Dreev:- haa dad..

Drishti:- apna khayal rakhna beta.. me tujhe bahut miss karungi..

Dreev hug dristi..

Dreev:- me bhi aapko bahut miss karunga..

Rakshit:-  mujhe to koi miss nai karta..

All laugh..

Rakshit:- drishti aise rote hue apne  bete ko bye bologi kya..

Drishti wipe her tears... and kiss on dreev's forehead..... dreev hug rakshit... rakshit also became imotional but he controlled himself....







Dreev caught flyght for america and drikshit came back to their  home.... drishti became sad...

Rakshit:- drishti wo studies k liye gaya he.. tum pl udass mat raho mujhe nai accha lagta..

Drishti:- uske bina kitna suna suna lag raha he ye ghar...

Rakshit:- are tumhe itna bada aadmi dikhai nai deta kya... hn..... me invisible hu kya..

Drishti smile... and rakshit cupped her face and kiss on her forehead..

Rakshit:- bas aise hi hasti raha karo.... hume dreev ki taaqat banna he uski  weakness nai... samjhi...

Drishti:- samaj gayi.. sab aapke jaise nai hote pattar dil...

Rakshit:- accha me patthar dil hu.. to jo  mera dil tumhare name se dhadak raha he.. wo band..

Drishti kept her hand on his mouth..

Drishti:- aisi baaten mat kijiye bahut pyar karti hu me aapse...

Rakshit:- i love you too mrs shergill..

Drikshit hug each other....



Some days later...


PRIME MINISTER ANNOUNCED COMPLETE LOCKDOWN...


Rakshit:- drishti humne sab  samaan le liya he.. kuch reh gaya he to ab nai aa sakta..

Drishti:- sab he.. kuch nai chahiye.. dreev ko call kijiye na..

Rakshit call dreev.... and said about lockdown...

Dreev:- dad yaha par bhi lockdown he.. me college nai ja pa raha hu..... ghar par hi hu..

Rakshit:- tujhe kuch bhi chahiye to mujhe bol dena.. me bhej dunga..

Dreev:- okk dad.. mom kaha he..

Drishti:- dreev.. tu thik he na..

Dreev:- haa mom... aapne cooking sikha diya tha.. wo bahut accha hua me ghar par khana bana leta hu... thanks mom...

Drishti:- are wah..tu khana banata he.. but dhyan se... kahi khud ko harm mat kar lena..

Dreev:- haa mom.. bye... apna khayal rakhna..

Drishti:- tum bhi... bye...

Call cut..







Rakshit:- ab khush..

Lockdown Stories (drikshit)✔Where stories live. Discover now