😳😳their first meet 😳😳

315 63 7
                                    

Jiya pramod ke  hospital me jatti he

Pramod phone pe sushila ki photo dekh raha  tha acchanak usse feel hota he ki sushila us ke aas paas hi he

Wo dosd ke bahar jata he usse jiya dikti he

P😱= sushila ji

And runs toward her

Pramod jiya ka hanth pakad ta he

P😨=sushila ji aap aap thik to he na aap yaha kese  mene aap ko kitna dhunda aap mughe mili hi nahi

J😥=aree areee tum ho kon aur ye sushila kon he

P😫😖=ye aap kya bol rahi he me pramod dr pramod aap ka chotta haddi

J=😒ye tum kya bakwass kar rahe ho

Jiya ko kuch purani bate dikhai dene lagti he but vo bhi dhundhli hoti he us ke brain pe Pressure padne ki wajh se use thoda chakkar aata he

P😰=su su sushila ji are you ok aap aap thik to he na

Jiya gets dizzy and she falls on the  floor

Pramod tries to wake her up

Pramod use utha ke dusre doctor ke paas le jata he

Doctor jiya ko check karte he

P😨=doctor kya hua sushila ji ko

D😒=sushila ye koi sushila nahi  ye to jiya he meri Patient

P😨=jiya

D😐=ha wo ek bohot badi Acteress he or dr pramod mene jis pramod ko dekha he wo hamesha gusse me rehta tha kisi ki parva nahi karta tha  or aaj wala pramod kuch alag hi tha

P😐 =  tells him the whole story

D😦=accha to ye wajah he

P😥=matlab

D😐= matlab ye dr dmsahab ki uski memory loss ho chuki he ye ladki mr. Vijay  shankar ji ko road pe behosh mili thi or wo usse hospital le aaye or baad me pata chal ki is ki memory loss ho chuki he or kyunki unki koi beti nahi thi to unhone 3 saalo tak aapni beti banake rakha or ab to unki death ho chuki he or jiya ka ab or koi bhi is duniya me  nahi he

P😀= iska matlab jiya hi sushila he or sushila hi jiya

D😢= issa bhi ho sakta he but aap ke pass kya prove he ki yahi sushila he

P😥= aap ko uske paas koi ese chij mili he kya jo meri madat kar sake

D😐=ha ek locket mila tha

P😐= kya aap mughe wo locket dikha sajte he

D😗= ha ha jarrur ye dekhiye

P😯= ye to wahi locket he jo mene sushila ji ko diya tha

D😕😉=iska matlab saf saf he ki jiya hi aapki sushila he

P😄=bhagwan ne mughe phir rk baar sushila ji se milaya is liye bhagwan aap ka thanku aab to me sushila ji ko aapna past yaad dila ke hi jaunga dekhlena

D😊= ha but dr sahab is baaat ka dyan rakhna ki sushila ke dimag pe Stress nahi aana cahiye or uske samne apna naam mat  lena warna wo naam yad karne se us ke dimag pe stress aa sakta he

P😎= aap chinta mat kijiye aab aap bass dekhte jao me kya kya karta hu

D😇=best of luck

😇So guys fihal ke liye baas itna hi milte he next part me 😇

Byeer byee👋👋👋







sumod = the new startजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें