Raj: shaking his head kyu Nainu tumne Main hi tumhare Veer hu ye jaan me ke baad bhi mujhse sach chupayi.....??
batao Nainu....
Kyu....??
Naina: vo Veer....!!!
Raj: please Nainu.....
Aaj mat roko khud ko....
Bata do jo dil me hai dil knol ke sab kuch bata do....
Kahi aisa toh nahi tumhe ab mujhpe bharosa hi nahi raha....
Kya sach me tumhare liye vo Veer nahi raha Nainu.....
Naina: aisi koi baat nahi hai Veer....
Main tumpar kaise apna bharosa kho sakti hu.....
Bhaiya ke baad ek tum hi toh ho jise Main apna keh sakti hu... Veer......
Raj: phir kya vajah hai......
Aakhir teri majboori kya hai Nainu.....
Kis baat ka dar hai Tujhe Nainu.....
I promise... main hamesha tumhe bachaunga.....
Tumhe kuch nahi hoga....
Main hamesha tere saath rahunga na.....
Naina: Veer tum samajh nahi rahe ho.....
Sahi kaha na tumne....
Main Dar rahi hu lekin apne liye nahi tumhare liye..... Veer.....
She bites her tongue as she blurted out this statement.....
Raj: matlab....?? Knitting his brows
Naina: nah....nahi....kuch nahi.....Veer
Raj: Nainu......!!! He says sternly
Aaj kuch m
Aaj kuch mat Rakho andar...
Sab batado yaar.....
Naina: taking deep breadth
Thik hai ......Aaj main batati hu sab kuch.....
Tumhe yaad hai 3 saal tum ek mission ke liye Shayad Punjab regiment the aur usi waqt bhaiya ka Nagaland me posting huyi thi...
Tab Main LBSNAA me apni training complete kar rahi thi....
Vo saal mere zindagi ki sabse Haseen saal tha jise main kabhi bhul nahi pavungi....
Us waqt mere paas sab kuch tha...
Mere mom-dad jinki aankho ka Main taara thi.....
Mere Naveen bhaiya jinki Main jaan thi..... jo mere liye kuch bhi kar sakte the....
Aur mera dost, mera best friend, mera Veer jo mere har baat ko bina kahe hi samaj leta tha......
Aur vo ehsaas....!!! Mera pyaa.....she bites her tongue not wanting to tell Rajveer about her love....!!!
She tries to change topic... & divert his mind.....!!!
As soon as she utters 'pyaa' word , Raj's heartbeat skips a beat....
But soon he calms down himself & concentrates on what Naina is telling.....!!!!!
Matlab mere paas sab kuch tha....
Vo ek dream phase tha mere liye lekin dekhte hi dekhte mere aankho ke saamne sab kuch ujad gaya Veer....
Main ek pal me anaath hogayi....Veer....

YOU ARE READING
MAIN HOON NA
FanfictionIts a short story regarding what happens when Major Bhargav reveals Naina's identity in front of everyone and same happens as in the show. But one thing is Rajveer also gets to know about Naina through major Bhargav only. Let's see what Rajveer will...