Sumi's pov....
After a long decision with all members of her family including gautam bhai we all came to a conclusion of breaking the weddingEvery thing was decorated beautiful and I standing in the balcony watching everything getting wraped up without any use.... I remembered yahi shaadi ka sapna humne matalab main ne aur Mikku ne bhi dekha tha ek grand beautiful wedding ka sapna jo pata nahi abb pura hoga bhi ya nahi
Its then I Heard gautam bhaiya's voice
Gautam:- kya main andar aa sakta hu
Sumi:- aapko puchne ki kya zaroorat hai?
Gautam:- tum na kuch bhi kehne se pehle sooch liya karo kyuki kabhi kabar tum jo kehte ho voh tum kar nahi pate naahi tum uss ship se zinda baach pae, nahi tum tumhara pyaar bacha sake , nahi uss se tum shaadi kat pae , aur aaj bhi tumne kaha tha ki tum Aarohi se shaadi karoge aur tum voh bhi nahi kar pae
Sumi:- he bowed down his head with disappointed 😞...
Gautam:- kyu pade ho Mallika ke peeche agar woh tumhara intazar nahi kar rahi toh tum kyu aapni life barbaad kar rahe ho
Sumi:- kyuki main pyaar karta hu uss se
Gautam:- lekin kya voh pyaar karti hai tum se ?
He didn't have any answer to his question he was all blank as and silent
Gautam:- see main na ek advise deta hu tumhe tum na kabhi iss dil jagha iss dimag ki bhi sun liya karo sahi decision le pao ge aaj jo tum ne kiya hai na uss koi kush nahi hai , nahi Aarohi , aur nahi mummy papa sab ro rahe hai bahar aur uss vakt jo tum ne kiya na uss se bhi kisi ka faida nahi hua
Sumi:- toh main karu toh kya karu main Aarohi se shaadi nahi kar sakta main usse chah ke bhi kush nahi rakh pau ga aap please samjho aur shayad aap se behtar mujhe koi samjh bhi nahi pae ga ..... Aap hi batao bhabhi ne aapko divorce diya usske baad bhi aapne dusri shaadi ki nahi , bhabhi ne ki dusri shaadi nahi aaj bhi aap voh khana khate ho jo bhabhi garib logo main baat ti hai kyu... Kyuki bhabhi bhi vahi khana khati hai jo voh dusro ko deti hai aapne bhi toh love marriage ki thi na
Gautam:- seriously sumedh agar tum meri story se inspire ho rahe ho na toh listen jese meri story the sad ending hua hai na vesse hi tumhari story ka bhi hoga voh ladki tumse pyaar nahi karti she left u samjh jao agar pyaar kar rahi hoti toh atleast tumhe dundhne ki koshish ki hoti but nahi kuch nahi kiya uss ne
Sumi:- zaroor Vikram ne majboor kiya hoga usse mujhe dhundhne se
Gautam:- really agar usske dil main tumhare liye thoda sa bhi pyaar hota na toh yeah Vikram Jesse 100 bhi aajate na toh bhi voh tumhe dhundh leti aur tumhe dhundhna itna mushkil bhi nahi tha uss vakt they were in Singapore u were in Singapore and uss incident ke baad for almost 1 week ke liye tum saab Singapore main the the difference was ki voh log party kar rahe the aur tum chor ki zindagi je rahe the
Sumi:- mujhe kuch nahi pata main aaj bhi Mallika se pyaar karta hu aur main ussko kahi se bhi dhundh luga
Gautam:- and do have any idea kaha milegi tumhari Mallika?
Sumi:- London
1 saal pehle newspaper main news thi ki Vikram ki college kisi aur ke naam kar di hai and voh family ke saath London shift ho gaya
Gautam:- aur pure London main kaha dhundho ge usse? Kuch address ya essa kuch hai tumhare pass?
Sumi:- nahi lekin, agar London ke har gali har raste pe logo ko puch puch ke bhi usko dhundh na pada na toh main dhundhu ga paar main haar nahi manuga
Gautam:- aur agar voh tumhe chodh chuki hogi toh ?
Sumi:- essa ho hi nahi sakta I am sure chahe ho duniya ke kisi bhi kone main kyu na hona usske dil ka ek kona mere liye hamesha reserved rahega aur agar essa nahi hai toh mera iss duniya main rehne ka koi matalb nahi main chahta toh aapni identity change nahi karta aur suicide kar leta but sirf usske liye ussko saach bata pau sirf issley main aaj esse Rehan ban ke he raha hu ......
Sumi:- aaj main aap se puchna chahu ga kya app mere saath London chale ge ya main akela jau?
As he completed his words they heard a soft sound from behind
Aarohi:- main chalugi tumhare saath
And finally they concluded by booking 3 tickets to LondonSumi's pov...
Main aa raha hu Mallika bass thoda aur wait karlo please....TBC
Do vote and comment ✨💝