Teri lag aisi lagi
Raen saari saari jagi
Teri lag kaisi mahiyaa?
Tune hi ki manmani
Ek bhi na meri mani
Aise kyun saataya mahiya?
Kaise tujko ye baataye
K hum jee nahi paaye
Jaan leti thi ye teri meri duriyaan
Mai teri hogaiyaan!.
Sana softly removed her hand from his hold and looked down!
Sid: hume paata hai k aap humse naraj hai par kya hume maafi nahi mil saakti begum?
Sana closed her eyes and took a deep breath!
Then, she looked at him and said...
Sana: aap ki koi galti nahi hai...toh aap maafi na maange!
She was about to go but he held her hand and said...
Sid: galti humari hai...ye hume bhi paata hai or aap ko bhi...
Sana didn't said anything!
Sid cupped her beautiful face and said...
Sid: hum dubara aisi galti nahi karenge!
.
.
.Sana looked at him, her eyes were filled with tears making him sad!
She whispered....
Sana: aap ko hum pe bharosa nahi hai?
Sid: bilkul hai..
Sana: nahi hai...agar hota toh aap aise baat nahi karte humare saath!
Sid: hume paata hai begum humne aap k dil ko daard diya! Humari bartaab se aap dukhi hui...
Sana: haan hum dukhi jaroor hue par iss liye nahi ki apne humse gusse mein baat kiya...
Sid: fir?
Sana : hum dukhi iss baat pe hue ki aap ne hum pe bharosa nahi kiya!
Aap ko sacchi aisa laga k hum iss nikah ko nahi maante dil se?
Aap ko aisa laga ki aap k na hote hue hum kisi or maard k saath jaan bhuj k baat karenge?
Aap ko itna hi bharosa tha hum pe?
Nikah pe ek dusre k liye bharosa hona bohot jaroori hai..
Agar aap ko humpe bharosa hi nahi hai toh fir kya fayda humare ek saath rehne ka?
Hume dur hi rehna chahiye!!
.
.Her voice cracked at last...
But he pulled her closer making her gasp!
Sana: kya...kya kar rahe hai aap?
He looked at her intensely and said....
Sid:
Maana ki humne galti ki hai naaz!
Par itni badi galti nahi ki jo aap humse dur rehna chahte ho!
Aap hume saja de dijiye! Hum kuch nahi bolenge!
Par hum aap ki or humare bich duriyaan nahi chahte!
Ek baat or, humne aap k saath gusse se baat kiya, maante hai par iss liye nahi ki hume aap pe bharosa nahi hai..
Hume aap pe bohot bharosa hai naaz! Bas gusse mein humne aap pe bebuniaad iljaam lagaya jo nahi karna chahiye tha hume!
Par humne wo sab dil se nahi bola tha naaz!
Yakeen kare humara!
Hume paata hai ki aap k dil mein iss nikah k liye kitni ijjat hai..
Or hume ye bhi paata hai k aap kabhi hume dhoka nahi de saakte kyun ki aap ki rooh bohot paak hai..
Hume nahi paata naaz k aap k Allah paak ne hume aap ki takdeer mein kaise likh diya!
Kyun ki aap hum jaise insaan k liye ek firishta hai...
Aap humse bhi bohot accha kisi se nikah kar k khush reh saakti thi, jo humse kam gusse wale ho par hum aap ko wo moka nahi de saakte!
Hum mein chahe jitni bhi kaami ho, par aap hume chodh k nahi jaa saakte!
Hume nahi paata ki aap kya hai humare liye!
Humne aap se nikah bas ek jimmedaari samaj k ki thi..
Or kahi na kahi aap nayab thi. Anokhi thi, hume pasand aayi thi..
Par aab aap kuch khaas baan gyi ho.
Hum aap ko baata nahi saakte ki humne in dino aap ko kitna yaad kiya!
Ye sayed humare jindegi mein pehli baar hua hai ki hume kisi ki itni yaad aayi..
Naaz, humne hamesha apne dil ko iss duniya se chupa k rakha tha...
Kyun ki hume paata tha ki ye duniya kitni jalim hai...
Itni jalim ki humare khud k maa bap ne hume mol nahi diya, iss liye humne apne dil ko dafan kar k rakha tha!
Wo chupa hua dil pehli baar dadka aap k waja se!
Jis din humne aap ko pehli baar dekha, hum rok nahi paaye apne dil ko...
Humara dil aap k acchi dekh k aise dadka ki aap humare khwabo taak bhi kabza kar chuke the!
.
.
.Naaz chahe hum jitne bhi bure hai, par aap ka hamesha khyal rakhenge, waada karte hai💟
Hume nahi paata ki hum aap ki haar khwahish puri kar paayenge ya nahi...par puri kosish karenge!
Kyun ki aap humari jindegi baan chuke hai...
Humse aap k bina aab raha nahi jayega!
Aap chahe isko jid bolo, ya junoon, hume nahi paata!
Par itna paata hai ki aap humari adaat or jaroorat dono baan chuki ho!
Aab aap hi baatao kaise jaane de aap ko khud se dur?
Aap chahe hume maar lijiye, hum khushi khushi seh lenge par pas rahiye, humare pas!
.
.
.
.Her tears rolled down!
She felt numb!
His raw confession was too much to take for her delicate heart...
.
.
.Seeing no reaction, he sat on his knees and looked down!
Then he said slowly...
Sid: hum bohot sharminda hai...hume maaf kar dijiye naaz! Bas ek baar!
Sana was shocked to the core to see her husband who was apologising to her like this!
.
.
.Her heart cried to see him like it and she also sat in her knees and cupped his big face in her small soft hands!
She looked at him with her teary eyes and whispered...
Sana: maaf kiya....
He smiled blissfully and hugged her tightly while she was happy to see him smiling like this!
.
.
.Breaking the hug, he kissed her hand and forhead and said...
Sid: shukriya Jaan e meer❤️
.
.
.
.Liked it?
Lemme know💟
Thank u for all the love!
Zubiya loves you all🌹
YOU ARE READING
Mohabbat ❤️✅
FanfictionA Muslim love story where an extremely dominant sidharth meer will fall in love with a simple innocent girl, shehnaaz khan♥︎ Zubiya🥀