Chapter 20

932 126 28
                                    

After collage....

Abhi : sai kyu naa hum log kisi resturant main chale lunch bhi ho jaaega aur aapka mood bhi thik ho jaaega

S : lekin sir ..

A : maine kaha naa sai . Chaliye mere saath

Sai nodes in yes with smile ..

Abhimanyu and sai come In a resturant and they order lunch

At same time virat also come their with his friends

Virat (in mind) : mujhe aisa kyu lag raha hai jaise ki sai mere aas pass hai ...
Tu bhi naa virat band kar uske baare main sochna mat bhool ki usne tujhse teri aai cheen li

He ignore feeling

Same with sai

Sai (in mind) : mujhe aisa kyu laga ki virat bhi yahi kahi hai

But sai come to her sense

Abhi : start kar ...

S : haa karte hai naa

Both start their lunch

In chavan house

Bhawani : aaj pura ek mahina ho gaya hai Ashwini ko gay hue

Karishma : ha kaku .. yakeen hi nahi ho raha hai ki .. woh ab hamare beach nahi rahi

B : yeh sab uss ladki ki wajah se hua hai ... Hamari sabse badi galti thi ki sai ko hamare ghar ki bahu banaya usko itna pyar diya .. but usne badle main kya diya ..hamari Ashwini ko humse cheen liya virat se uski aai cheen li ...

Mohit : pata nahi kyu.. aap log aaj bhi sai vahini ko blame karte ho .. woh sirf ek accident tha ... Sai vahini ki iss main kya galti

B : kya galti .... Jab virat ne kaha tha ki sai ko ki woh Ashwini ko uss raaste se naa jaane ke liye kahe .. but sai ne uski baat suni... Nahi naa
Agar suni hoti toh aaj Ashwini hamare beach hoti ... Virat ne sahi kiya usko yaha se bahar nikal kar warna pata nahi kitne logo ki jaan aur leti woh ...
Manosh kahi ki ...

M : aisa nahi hai kaku.. but pata nahi kyu. Aapko aur virat dada ko samajh kyu nahi aata ki sai vahini ki koi galti nahi hai ... Mujhe pura yakeen un par unhone Ashwini kaku ko kaha hoga ki woh uss raaste se naa jaaye

Karishma: agar aisa hai toh phir unka accident kaise hua woh uss raaste se kaise gayi ...

M : yeh sirf ek accident hai karishma ... Yehi hamari destiny main likha thi ki Ashwini kaku hum sabse door ho jaaye .. agar woh uss raaste se nahi jaati dusre se jaati toh bhi hona hi tha

But fark itna hai ki aaj situation shayad kuch aur hoti...


B : ho gaya . Ab main bolo kuch ..aaj ke baad sai ka naam tak nahi liya jaaega suna sabne koi bhi uska naam nahi leka agar kisi ne galti se bhi liya toh humse bura koi nahi hoga

Mohit (in mind): aap se bura koi aur ho bhi nahi sakta



In resturant

Virat see sai and abhimanyu with happy

Virat (in mind) : yeh sai.. abhimanyu ke saath yaha akele main kya lene aai hai ..

Lagta hai move on kar gayi hai
Phele meri zindagi barbaad ki aur ab yeh yaha mar maze kar rahi hai apni dusri shaadi ki tayaari kar rahi hai ....

I just can't believe this ki ek insaan itna kaise badal sakta hai ...
I hate you sai I just hate you...


Continue....

Next chapter : sai and virat meet each other.

Sai and virat in hate argument


Please complete target
75+ votes
20+ comments

I hope you enjoy it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

destinyWhere stories live. Discover now