NAZARIYA

603 143 20
                                    

HAPPY NEW YEAR  SO LETS START THE NEW YEAR WITH A CHAPTER FROM MY FAV BOOK🎉




jasmin had a invite at bharti's house for dinner so she was at her place they both were in the kitchen bharti was heating the food and jasmin was helping her

jas: bharti ek baat puchu apse 

bharti: haa puch 

jas: kisi insaan ko agar hum bohot pyaar karte ho toh woh achanak se kaise hume bura lagne lagta hai acha nak se kaise badal jata hai 

bharti: tujhe pata hai kabhi kabhi dekhne keliye ankhe nahi chahiye hoti nazariya chahiye hoti hai toh hume  woh insaan waisa hi dikhta hai jaisa hum sochte hai hume hamari soch ke alawa baki kuch nahi dikhta hai jiski wajah se hum bohot sari galatiya bhi kar jata hai jisko hum late realise karte hai  aur badalte insaan nahi hai hamari soch hai jo ki kabhi  kabhi galat bhi ho jati hai 

jas: aur agar aap koi badi  galati karde toh 

bharti: toh sahi waqt dekh kar un galatiyo ko theek kar dena chahiye 

jas: hmm

bharti: aur tu kya ye sab puch rahi hai chal khanna khate hai 

jas: haa chalo mai help karti hu serve karne mai 

and then three oh them bharti harsh and jasmin had a amazing dinner and now they were watching tv

harsh: aur jasmin kaha gayab rehti hai aaj kal hume toh bhul hi gayi hai 

jas: arey esa kuch nahi hai woh bas kuch ek naya project hai ussi mai busy hu 

harsh: areyy haa bataya tha bharti ne 

jas:hmm

jas: accha ab mujhe chalna chahiye kal office bhi jana hai meetings bhi hai 

bharti: yaar jasmin 

jas: sorry fir kabhi aungi 

jas: byeeee

bharsh: byee

and jasmin left from there

harsh: isse hua kya hai 

bharti: purane log zindagi mai na rahe toh bohot dukh hota hai aur agar chod ke chalejaye toh zindagi khali si lagne lagti hai 

harsh: oyee tu bhi iske sath rehke esi baate karne lagi hai kya 


at jasmin's place

jasmin: kal shayad hi mai usse dekh pau pata mahi achanak se uske bina sab kuch adhura sa lag raha hai jab maine 3 saal uske bina guzara hai toh aaj uske bina ek raat gurarna itna mushkil kyu hai 


next day 


jasmin was working and aly was out for some reasons he had a meeting outside 

jas: nahi aya woh ( had tears) pata tha mujhe nahi ayega woh aly tu itna bura kaise ho sakta hai tu apni jasmin ko chod ke kaise ja sakta hai 

she was just thinking all this just then nidhi came 

nidhi: mai andar aa sakti hu

jas: tujhe kab se puchke ane ki aadat pad gayi

nidhi: mujhe tujhse kuch kaam tha isliye ayi hu 

jas: acchaaa tabhi itni tameez se ayi thi andar tu 

nidhi: wait tu idhar aa 

jas: kya hai 

nidhi: idhar aa 

jas got up and went near her 

nidhi: tu roo rahi thi

jas: nahi mai kab ro rahi hai

nidhi: accha jii saalo se janti hu tujhe mujhe pata hai tu kab roti hai aur kab hasti hai 

jas: chod na esa kuch nahi hai tu ese hi kuch bhi soch rahi hai tu bata tujhe kya kaam tha 


at lunch time jasmin was sitting in the canteen all alone she was jsut thinking about aly 

jas(in her mind): agar woh sachmai chala gaya ho toh agar woh sachmai kabhi wapas nahi ayega toh mera kya hoga mai toh waise hi uske bina kuch nahi hu mai nahi reh paungi uske bina usne mere liye kitna kuch saha hai in kuch saalo mai maine bhi usse bohot dukh diye hai shayad mai hi hu in sab ki gune gar agar mai uss din uski baat sunleti toh..............

_________________________

KABHI KABHI EK PAL KI JUDAI 

SADIO JAISI LAGTI HAI 

__________________________


Ajeeb DastanWhere stories live. Discover now