chapter 5 kyun??

773 77 13
                                    

THE NEXT MORNING HM AND KS BOTH WERE ON THEIR WAY TO THE SCHOOL WITH THEIR KIDS UNAWARE OF WHAT WAS COMING
AS THEY ENTERED THE SCHOOL KA AND KR SAW YA AND THEY RAN TO EACH OTHER WHILE THEIR MOTHERS FOLLOWED
AND WAS SHOCKED TO SEE EACHOTHER
YA SAID
Ya- hello aunty
Hm- hello yash kaise hain aap
Ya- bilkul thik
Ka and kr- hello aunty
Ks- hello beta
Ya- mumma yahi hain voh jinke barre mein mai aapko kal batta raha tha
HE SAID POINTING AT HM
Hm- ok girls go to class hum aapke principal se baat kar lenge ok and no mischief krishu ok
Kr- ok mumma
Ka- main khayal rakhungi mumma ki yeh Aisa kuch na kare
Hm- thankyou kaashi what would I do without you
SHE SAID AS SHE KISSED THE GIRLS ON THE FOREHEAD AND SEND THEM TO CLASS KS ALSO SEND YA TO CLASS AND HM WAS LEAVING FOR THE PRINCIPAL'S OFFICE AS KS FOLLOWED
Hm- aapko kuch chahiye
Ks- aap principal ke paas ja rahi hai na hum bhi vahin ja rahe hain
Hm- oh
THEY WENT TO THE OFFICE AND HAD A TALK WITH THE PRINCIPAL AND LEFT THE OFFICE AS HM WAS LEAVING KS STOPPED HER BY THE WRIST
Ks- madam sir voh....
Hm- iss naam se sirf humein humari team bulati hai it's miss malik for u
Ks- hummein maaf kar dijiye madam
Hm- aapko yaad bhi hai uss din hua kya tha aur agar hai toh aapko lagta hai hum aapko maaf kar sakte hain
HM FLASH BACK BEGIN
AS HM WAS LEAVING KS HELD HER BY THE WRIST AND STOPPED HER
ks- madam sir please cabin mein chal ke baat karte hain sirf hum aur aap
Hm- thik hai
THEY WENT INSIDE THE CABIN
Hm- toh kya kehna hai aapko
Ks- humne jo kiya aapki behtari ke liye kiya
Hm- zara samjhayengi ki humse jhoot bolne mein humari behtari kaise hai
Ks- madam aap already dukhi thi isliye
Hm- iss liye aapne humse jhoot bola humme iss guilt mein rakha ki humari vajah se yeh team toot rahi hai right
Ks- madam sir aap samajh nahi rahi hai
Hm- kya samajhna hai Karishma singh kuch bacha hai samajhne ko aap jaanti hain ki humme jhoot se sakt nafrat hai ab humme jane dijiye
Ks- hum nahi jane denge
Hm- yeh kaisi zidd hai
Ks- zidd hum kar rahe hain aap
Hm- hum kyun zidd karenge
Ks- toh aur kya kar rahi hai aap apni baat pe addi hui hain humari baat samjhne ki koshish hi nahi kar rahi
Hm- hum koshish nahi kar rahe aur aap aap samjha rahi hain aapne humara dil dukhaya Karishma singh aur kya samjhana chahti hain aap
Ks- dosti hai na toh dost pe bharosa bhi toh kariye
Hm- vahi toh toda hai aapne aapko kya laga ki hum vaise hi pareshan hain yeh batayengi ki saath mein kaam kar rahe hain aap sab toh aur Dukhi ho jaayenge
Ks- haan
Hm- Karishma singh kam se kam itna bharosa toh rakhiye ki itne kamzor nahi hai hum....aapne yahi galti apne bachpan mein bhi ki thi aapne apne dost par bharosa nahi kiya ki voh apni suraksha khud kar sakta hai aur aaj aapne yahi galti humare saath ki
KS WAS ANGRY THAT HM THOUGHT IT WAS HER MISTAKE THAT HER FRIEND LEFT HER BUT HM DID NOT THINK THIS SHE JUST WANTED TO SEE IF KS TRUSTS HER AND IF SHE IS READY TO BECOME WAS AN SHO AND YES THEN KS WILL LISTEN TO EVERYTHING HM SAID AND REACT TO EVERYTHING HM SAID WITH A CALM AND COMPOSED ATTITUDE BUT KS DID NOT KNOW THAT AND SO IN ANGER SHD SLAPPED HM HARD HM WAS SHOCKED AND KS REALISED WHAT SHE DONE
Ks- madam sir voh.....
Hm- aapne humpar........lagta hai dosti sirf thane tak thi
Ks- nahi voh.....gusse mein
Hm- issi gusse ke bare mein hum aapko humesha kehte the ki aap apna hi nuksaan kar lengi Karishma singh ki kuch aisa ho jayega jiske liye aapko zindagi bhar pachtana padega
Humne kabhi aapko galat nahi samjha Karishma singh hum toh bas dekhna chahte the ki humari dosti yeh bharosa kitna mazboot hai ek chota sa test liya tha yeh dekhne ke liye ki aap SHO banne ke liye taiyaar hai ya nahi bass..... par result aisa hoga yeh expect nahi kiya tha Apne gusse par abhi se kabu kar lijiye isse pehle ki aap kissi aur ko kho de.
Good bye Karishma singh
AND HM LEFT KS WAS STANDING THERE SPEECHLESS
FLASHBACK ENDS
Hm- chalte hain Karishma singh.
HM LEFT

kyun??जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें