LOVE ACTION PART-5

707 71 95
                                    


HELLO GUYS,
SO LETS START TODAY'S PART
JAI HANUMAN JI 🙏🏻

So they both slept while sobbing.

NEXT MORNING 🌄
(It's 24th December)

Here shushila woke up as usual, made her breakfast had it and left for cid beauro.

Other side pramod also woke up I was constantly thinking about shushila and was remembering their golden time when they were together, they were happy. How they used to understand each other, they had faith in each other and lastly how they both used to madly love each other. While thinking all these things he came down and sat on dinning table to have breakfast everyone was present there.

Dp- ummm... (with hesitation) aa,,, pramod beta tum thik ho

P- hhhh,, haa uncle (while breaking his thoughts 💭)

G- kya hua pramod ji kuch soch rahe hai aap

M- haa kab, se dekh rahi hu kisi soch mein, dubaa hua hai

P- haaa soch raha hu kaise manau shushila ji ko

A- tujhe abb bhi lagta hai voo manegi kal raat

K- yaad matt dilao beta kal raat ki 24 saal mein maine shushila ko kabhi aise rote hue nahi dekha hai, mujhe toh yeh tak na pata tha vo kabhi roo bhi sakti hai aur voh bhi aise🥲

M- sach kahu toh mujhe bhi nahi pata tha meri ek galti ki vajah se ye sab hojayega
🙂

Dp - nahi mini ji apki akele ki galti nahi hai humari bhi hai inn dono (sumod) bacho ne kiya hi kya tha bas apne apne maa-baap ka saath diya tha🙃

P- ha dp ji but abhi shushila isliye hurt nahi hai ki maine shaadi vale din mom ka saath diya balki isiliye ki maine unpar trust nahi kiya aur doo saal baad mila bhi toh kya kuch, nahi bol diya maine

G- aap hi nahi pramod ji ati toh maine bhi kar di

J- aab jo ho gaya voh hum badal nahi sakte par hum jo hone wala hai usse toh sudhar sakte haina, main, kehta hu, pramod ek baar soch aur mana le shushila ko. Kyunki ye tu bhi jaanta hai aur hum bhi tujhe shushila jaisa pyaar dubara nahi milega usse kho matt, aur usse kaise manana hai voh tu humse jyada ache se samajh sakta hai🥲🙃

P- ha dad pata hai unke jaise true love mujhe zindagi mein dubara nahi milega aur nahi main kabhi kisi aur se pyaar kar sakta hu 😭. Aur rahi baat unhe manane ki toh voh main kisi bhi, haal mein karke rahunga zindagi bhar afsos nahi karunga main 🥲😭🙂

Dp- acha laga beta sunn ke tum meri beti se itna pyaar karte ho

A- aab bas sochna hoga sali sahiba ko manana kaise hai

G- yeh bhi koi asaan, kaam nahi hai agni voh normal ladkiyo ki tarah toh hai nahi ki gifts and all se maan jaye

P- (he is telling these things unintentionally) hmmm unhe humesha se aise koi materialistic gifts and all pasand bhi nahi hai aaj tak humne ekdusre ko, joh bhi, gifts diye hai its always something behind it some thoughts, something special, some memories................................... Ekkkk min.. MEMORIES,,,,, YESSS MEMORIES (he got a smile one his face 😀)

M- kya memories pramod???

P- memories mom humari meri aur shushila ji ki main humesha notice karta tha shushila ji ke liye memories bahut important hoti thi hum jab bhi khush hote the voh usse humesha capture karti thi and vo humesha kehti bhi thi ki unke liye materialistic gifts itna matter nahi karte jitna memories karti hai and gifts bhi voh jab bhi mujhe kuch deti thi it always had a special reason or a sweet memory behind it. 😃😊 Yaad hai mom, maine apko ek baar bola tha ki shushila ji ne mujhe voh ek watch gift ki thi jo nerve movement se chalti hai and had the same watch for her also voh humesha mujhe kehti thi that main jab bhi yeh watch pehanunga na usse mujhe unki yaad aayegi because we both we connected to each other by heart ♥

TALES OF SUMOD- BY ADYA YADAV (ON HOLD) Where stories live. Discover now