Aise hi ek aur din chala gya...
Next day...
Aj jas ne soch liya... Jas tab tak aly ka job karega jab tak nhi dhund paa rhi hai kis liye usse office se nikal diya... Jab pata chalega tab try karega khoyi huyi job par... And chance mil gyi to als ko samjhake wo aly ka office chod degi....
(Kya hoga humari cute jas ki 🙂🙂 aly bhi chod dega kya?)
Ye sab soch kar wo khud ki mummy ko bola sab kuch...Mummy : dekh teri papa ka office hai na... Usmein join kar...
Papa : yes my angel...
Jasmin : no papa.... Mai khud khudke quality anusare job karungi... Kisi ka help nhi lungi....
Papa : isiliye mai mere angle ko itna pyar karta hu... 🥰😍Next day jas ne aly ko bola ki wo aly ke office ka job karegi... But interview de kar khudke quality anusare job karegi.... Isse usee P.A ka job mile ya fir nokar ka.... 😌😌
Aly ne bhi agree ho gya...
And bola next Monday ko interview hai... Mtlb aj se 4 din baad...
Then dono kuch baatein krke khudke kaamon pe lag gye....Aise hi chal rhe hai dono ka din....
Aly to bohot khus hai... Ab se saree din wo jas ko dekh payega😘😘😘 and abhi bhi wo raat 2 bje ya 3 bje jas ke ghar jaate hai..... Jas ko ye sab pata chal gyi thi pehele to isiliye jab als aate hai tab bhi nind se uth jatee hai... And dono raat 4 ya 5 bje tak baatein krte hai... Ek din to jas chupke se kitchen maiJaake aly ke liye coffee and banake layi thi... Aur ek din paani lene gyi thi to uski mummy usee dekh liya and she said...
Mummy : jas Tu... Itne raat ko yha kya kar rhi hai?
Jasmin : 😅😅wo.. Wo maine pani lene aayi thi... Ab jati hu haa... Bohot nind aa rhi hai... Good night 😁🙂🙂🙃
Aise manage karke aa gyi andAly ko bolne par aly ne bohot has rhe the...
Jas ki dil mein als ke liye thoda thoda feeling ho rhi hai.. And aly ke dil ka baatein na bolu to hi badhiya coz aly ka pura dil mein hi to jas hai....
Jas saam ko kbhi kbhi siddh and ariya ke sath bahar ghumne bhi jaati hai...
Lekin aly ko jab pata nhiTha ki sidd jas ki best friend hai to aly bohot gussa karte thee lekin jab pata chala tab aly aur sidd ko dekhkar yhi lagta hai ki dono vai hai...
Aly bohot possesive hai jas ko lekar... Uska sirf ek hi baat...
I don't know anything... I only know that you are mine... Iske aage aur piche kuch bhi jas ko kahene bhi nhi dete...Monday...
Aj jas ki interview hai.... Lekin koi jas ko dekh kar ye nhi kahega... Coz jas abhi bhi gaheri nind mai hai... 😪😪😪
Mummy : jassssss.... Uthhhh jaaaaa....
Jasmin : haa? Kon? Kaha? Kaise? Kab? Then wo khud ki mummy ko dekh kar chup ho gyi... 🙂🙃
Mummy : 😡😡😡aj tera interview hai na?Jasmin : thoda pehle keu nhi jagaya tumne?
Mummy : 1 ghante se tujhe nind se uthane ki try kar rhi hu..
Jasmin : kyaa? Meri nind aisi nhi...
Mummy : meri chappal dekha😡... Ja fresh hone jaa😤...
In office...
(Guys aisi incident kis kis ke sath hoti hai comment mai bolo)
(Kal se When Mafia King Become A Romantic Husband story ka part dungi 1 week tak.... Next Wednesday se mai firse ye story continue krungi.... And kaisi lagi pls comment mai bolna warna mujhe samaj mai nhi aa rhi hai ki aap logo ko ye acche ya bure lag rhe hai....
And avoid my mistake.... )
Good night😴💤😘
Bye bye...
See you yesterday...
❣️Idrisha❣️

YOU ARE READING
AN AMERICAN MAFIA AND A JOURNALIST
FanficPart - 1 ALY GONI - He is a Mafia King Of Underground world... He is brilliant, handsome... He is a businessman... And he is also angry and grumpy... But jab aly ka mood mast rhete hai tab he is a very good person.... JASMIN BHASIN : She is cute, p...