"Qayamat ke lamhe, dil ko chu jaate hain, Mohabbat ke afsaane,
yaadon mein bas jaate hain.
Dard ki gehraiyon mein, kuch khaamoshiyan chhupi hain,
Zindagi ke safar mein, kuch manzilein ruki hain.
Har ek pal, ek naya imtehaan le kar aata hai, Mohabbat
ka silsila, koi aashiq se juda hota hai.
Qayamat ke safar mein, raaz-e-dil khulta hai,
Dilon ki dastaan, kisi anjaan se milta hai."
__________________________________________________________________________________________________________________
"Karachi, sheher hai jahan har gali, har mohalla, ek alag kahani sunata hai. Aur is kahani ka ek ahem hissa hai Siddique Haweli, jo poori Karachi mein apni purani aur anokhi banawat ke liye mashhoor hai. Yeh haweli nahi sirf ek makaan hai, balki ek zamane ki kahaniyon ka parcha hai.
Siddique Haweli ki deewaron mein samaye hue rang, unki shanasayi aur unke shandar architecture ne logon ko apni or khincha hai. Har patthar, har diwar ek kahani sunata hai, jaise ke purani kitaabon ka safha. Is haweli mein chhupi hui adbhut khubsurati aur purani dastanen aaj bhi logon ko taaseer karti hain.
Har shehar ki tarah, Karachi mein bhi samay ke saath badalte huey mohalle hain, lekin Siddique Haweli ka shumara un mohallon mein hota hai jahan zamana thahar gaya hai. Uski banawat, uski khubsurati, aur uski virasat har kisi ko apni or akarshit karti hai. Siddique Haweli, Karachi ka ek amar itihaas hai, jiska har ek diwar, har ek imarat, aur har ek soorat, sheher ke logon ke dilo mein basi hai."
She huffed and started walking he came towards her and held her elbow to stop her
She push him ,"Arzoo ye kya tareeqa hai" he asked unbelievebly
"YAHI TU MEI PUCH RAHI HU KE YE HU KYA RAHA HAI " SHE shout on him
"Meri baat suno meri jaa.."
"Don't you dare to complete your sentence"
She yelled at him he pushed her onto wall and held her by her arms ,"Chilla kyu rahi hu mei explain kar tu raha hu " he shush her,
"Yaha meri zindagi barbad kar rahe hu or mei chillao bhi na wah Adil kya baat hai"
She brokenly said her eyes filled with tears her heart was crying"Kaisi batei kar rahi hu arzoo thoda tu aitbar karu meri mohabbat par " he truthfully tells her ,
"Tu kya kar rahe the uske sath tum " She gritted her teeth and held his collar
"Mere piche aye thi or jaise tum meri cousin hu waise wo bhi tu hai yrr" Dead sentence for him but he realised too late , her eyes widened or so his
"I am just your cousin Adil "
" n..ahi ..mtlab sirf cousin nahi hu " he shuttered in fear,
" LANAT HU TUM PAR AADIL IRFAAN SIDDIQUE " She stomped and pushed him and run from there ,
"Arzoo yrr bat tu suno galti se mooh se niqal gaya " he shouts while runing behind her ,
YOU ARE READING
QAYAMAT🥀
Fanfiction"AB TUM HUMARE HOE TUMSE HUMARA RAABATA KHUCH ISS TARAH HUA NIGAHU PE KABU NA RAHA ALFAZ PE AITBAAR NA RAHA "