CHAPTER 1

934 57 12
                                    

A girl was sitting on the swing in her balcony,looking at the night sky and talking to two stars.Which she had named as her parents,from the time they left her she used to talk to these stars as her mamaji used to say ki those who die they become stars,and from there they keep watching their near and dear ones.

hm-aapko pata hain,hume bhi kaam par jana hain,aur khud kaam karna hain,par mamiji kehti hain ki tumhe kaam pe jane ki koi zaroorat nahi itne bade business family hain hum,aise bade ghar ki ladkiyan kaam kare toh woh shobha nahi deta khandan ko,balki woh toh mujhe yaha andar band rakhna chahti hain,aur kitne buri tareeke se vyavhar karti hain mujhse but phir unka beta sahil aisa nahi hain,woh toh bilkul mamaji ki tarah acha hain aur mujhse bohot ache se baat karta hain,acha huwa ki meri shadi tay ho gyi sahil se,waise mujhe woh pasand matlab pyar vyar toh nahi hain usse,par pyar ka kya hain shadi ke baad bhi ho jayega.Aur shadi ke liye pyar se zyada zaroori permission hain,aur mujhe usse shadi karne main koi takleef nahi hain,haan par itne jaldi shadi bhi nahi karni mujhe,matlab abhi toh sirf 24 ki hoon main,aur itni jaldi shadi karna theek nahi hain,haina mumma papa.Waise main aaj kashi ke saath shopping pe gayi thi,aur woh white wali anarkali hain na jisme aap dono ki photo li hain,jisme papa aapne bhi white colour ki sherwani peheni hain

gm-wahi joh photo meri beti ki sabse favourite hain(said while entering the balcony with two cups of coffee)

hm-mamaji,aap,ayiye na(he came and sat on the bean bag placed in the balcony handing her one mug of coffee,and himself sipping from the other mug,she inhaled the coffee)bilkul ammi jaise banati thi wahi smell hain apki coffe ki

gm-toh did ne hi sikhaya hain,unhi ke tarah hi banaunga na,meri hasi

hm-woh toh hain

gm-haan toh mujhe nahi dikhayegi apni shopping

hm-arey acha huwa yaad dilaya,apko nahi toh kisse dikhaungi,waise bhi aapko toh nahi dikhaya toh phir mujhpe suit kar raha hain ki nahi kaun batayega

gm-hmm,toh tumne did wali anarkali li

hm-haan woh bilkul ammi wali hain na bilkul same to same liya hain(she squealed like kids,and kept the coffee mug on the swing and ran inside to bring the dress she bought)

gm-hasi sambhalke,gir jayegi

hm-nahi girungi,waise bhi din main ek baar nahi giri main toh mera din pura nahi hota(saying so her leg slipped on the mat placed down and she fell down)dekha,ho gaya din pura

gm-kaha tha tujhe,lagi toh nahi na

hm-aap khamakha itni choti baat ka patangad bana rahe hain mamaji

gm-khamakha,did ko wada kiya tha ki unke baad tujhe itni ache se sambhal ke rakhunga ki woh waha upar khushi se rahe aur tu bolti hain kuch nahi huwa,la dikha kahi chot toh

hm-nahi lagi hain,aur apne apni didi se kiya wada pura karte toh ho,itna pyar toh aap sahil ko bhi nahi dikhate jitna mujhe karte ho

sm-kyunki tum mujhse thodazyada favourite ho abbu ke,kyu abbu(he said while coming)

hm-aisa kuch nahi hain

sm-chalo ab hasi ne kaha hain toh maan lete hain,waise hume bhi dikha lijiye mohatarma apki khareedi huwi poshak,mana abbu jitni achi selection nahi hain humari par bata toh sakte hi hain

hm-kuch bhi mat bol sahil,teri choice best hain,kitne baar mujhe itni achi achi dresses gift ki hain,filhal tum yeh dekho main pehen ke aati hoon(saying so she went inside the wardrobe to change,came out wearing the white anarkali,adjusting the dupatta,her hair were left open flowing.She was looking too heavenly,while sahil just looked at the door and was mesmerized looking at the beauty coming out)

If I Had Met You BeforeWhere stories live. Discover now